Page 1 of 1

hay chorr k jana... Aik ghazal

Posted: Thu Aug 28, 2008 2:49 pm
by Atiq-ur-Rehman Saffy
Mohtram Ahl-e-ilmo Danish Dosto, Asslam u Alikum,
apni aik ghazal pesh kar raha hoon, jo sa mahi qirtaas mein bhi chupp chuki hai, aap kee qeemti aara kaintezaar rahay ga,
Atiq-ur-Rehman Saffy

Re: hay chorr k jana... Aik ghazal

Posted: Sat Aug 30, 2008 12:18 am
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
moHtaram A'teeq ur ReHman Safi SaaHib tasleemaat!

kise mizaaj haiN? Aap kee Ghazal firdoos-e-naz^ar huee. kiya kehne bohot khubee se aap ne radeef :mukammal: ko nibhaaya hai gaoyaa is radeef kaa mukammal Haq ada kar diya hai.

meree jaanib se is khubSurat aor munfarid Ghazal kee ishaa'at par dilee daad aor mubarak baad qubool keejiye.

Wassalam
Muzaffar A Muzaffar

Re: hay chorr k jana... Aik ghazal

Posted: Sat Aug 30, 2008 2:08 pm
by Atiq-ur-Rehman Saffy
Mohtram Muzaffar Ahmad Muzaffar saheb, AADAAB,
MEIN AAP KEE MOHABAT AUR HOSLA AFZAI KA TEH-E-DIL SAY SHUKAR GUZAR HOON.
Atiq-ur-Rehman Saffy
Muzaffar Ahmad Muzaffar wrote:moHtaram A'teeq ur ReHman Safi SaaHib tasleemaat!