Page 1 of 1

Bayad e Ahmad Faraz Likhkha hey deikh lejay!

Posted: Mon Oct 27, 2008 6:28 pm
by sajhashmi
Umeed k hamari kavish ko seraha jaiyega!
syed anwer jawaid hashmi :(

Re: Bayad e Ahmad Faraz Likhkha hey deikh lejay!

Posted: Tue Oct 28, 2008 2:48 pm
by munir-armaan-nasimi
Mohtaram Janab Syed Anwar Jawed Hashmi Saaheb,

Aadaab... Aapki yeh ghazal Ba-yaad Ahmad Faraz (Marhoom)... badi mushkil se main ne padha... deegar araakeen-e-urdubandhan ka kya haal mujhe nahin maaloom par.. aapki ghazal ka "Font" size itna chota hai keh padhne main dushwaari hoti hai. Ummeed hai aap bura nahin maanenge... agar mumkin ho to jara font size badha dein.

Kamaal apna kahooN ya Ata-e-Rabbi kahooN
Faraz Ahad tha, ye Ahad main Guzaar Gaya

Wah Wah.. bohat khoob kahi..

Daad pesh-e-khidmat hai, qobool karein.

Taalib-e-dua,

Munir Armaan

Re: Bayad e Ahmad Faraz Likhkha hey deikh lejay!

Posted: Wed Oct 29, 2008 12:51 pm
by sajhashmi
munir-armaan-nasimi wrote:Mohtaram Janab Syed Anwar Jawed Hashmi Saaheb,

Aadaab... Aapki yeh ghazal Ba-yaad Ahmad Faraz (Marhoom)... badi mushkil se main ne padha... deegar araakeen-e-urdubandhan ka kya haal mujhe nahin maaloom par.. aapki ghazal ka "Font" size itna chota hai keh padhne main dushwaari hoti hai. Ummeed hai aap bura nahin maanenge... agar mumkin ho to jara font size badha dein.

Kamaal apna kahooN ya Ata-e-Rabbi kahooN
Faraz Ahad tha, ye Ahad main Guzaar Gaya

Wah Wah.. bohat khoob kahi..

Daad pesh-e-khidmat hai, qobool karein.

Taalib-e-dua,

Munir Armaan

Mein abhi aapki activities tripod per dekh rehaa thaa aur yehaaN aap ne mujhey daad ce nawaza
aap tau baRe muta`harik insaan heiN khoob activities Social Work aur Adab kii khidmat allah khoosh rakhey
aap Banjarey nahiN heiN baney jarahey heiN jannati khidmate insaniyet ker ke jazak allah
font ka aindah khiyal rakheiN gay yeh kahiN aur bhejna thii yehaN lagadii gai Shukriya keram fermai ka
Syed Anwer Jawaid Hashmi