Page 1 of 1

غزل : لوٹ آنا

Posted: Sat Nov 29, 2008 2:04 pm
by aabarqi
غزل : لوٹ آنا

Re: غزل : لوٹ آنا

Posted: Mon Dec 01, 2008 5:04 am
by sbashwar
Mohtaram Dr. Ahmed Ali Baarqi Saheb
:salaam:

Ghazal sunaon mein kisko humdam ke meri jan ghazal tumhein ho
dubara wo nagma-e-mohabbat jo yaad aaye to laut aanaa

Kya kehne. Aapka ghazal ka har sheir qabil-e-daad hai.
Meri daad qubool farmaye.

Mukhlis
Salem Bashwar

Re: غزل : لوٹ آنا

Posted: Mon Dec 01, 2008 4:25 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
moHtaram Barqi SaaHib aadaab-o-tasleemaat!

Aap kee Ghazal ne aesaa acar chooRa hai. keh kuch der ke liye maiN sarmastee aor kaef kee aesee feZ^aa meN gum ho geyaa keh waqa'ee khabar nah rahee. asha'aar kee dilkashee aor ra'naee ne Zaoq-e-mut^alea'ah ka bharpoor samaan muhayyaa kiya. sabhe asha'aar apne rawanee aor barjastagee meN apnaa caanee naheeN rakhte. us par Zameen itnee dilkash ya'nee beHer-e-mutaqarib maqbooZ^ aclam muZ^aai'f muntakhib kee gaee hai keh jee khush ho geyaa. aor aek shaandaar takhleeq manaSSah-e-shahood par aagaee. Kiya kehne!

meree jaanib se is khubSurat shahkaar par dilee daad aor mubarak baad qubool keejiye.
Wassalam
Muzaffar AHmad