Page 1 of 1

Aik ghazal.....Syed Anwer Jawaid Hashmi

Posted: Wed Dec 03, 2008 8:29 am
by sajhashmi
Aadab o tasleemat
Ghazal per aap ki raiye ka muntazir:

Syed Anwer Jawaid Hashmi

Re: Aik ghazal.....Syed Anwer Jawaid Hashmi

Posted: Thu Dec 04, 2008 5:23 pm
by munir-armaan-nasimi
hai hai.. kya kehne hain Hashmi Saaheb...

Main Anjuman main Rahoon ya keh Anjuman ke Baghair
Guzaari jaati nahin Shab; Koyii Sukhan ke Baghair

Masha'Allah.... bohat hi pyara matla hai aur utna hai shaandaar Maqta bhi... wah kya khoob Ghazal kahii hai...

=D>

Aapki Ghazal ka Shaidaayi....

Arm-Aan :lol:

Re: Aik ghazal.....Syed Anwer Jawaid Hashmi

Posted: Sat Dec 06, 2008 2:27 pm
by sbashwar
Mohtaram Syedn Anwar J. Hashmi Saheb
:salaam:

main anjuman mein rahoon ya ke anjuman ke bagair
guzaari jaati nahin shab koi sukhan ke bagair

:mash:

Bohat umda ghazal kahi aapne. Meri daad qubool farmayen.

Mukhlis
Salem Bashwar