Page 1 of 1

Ahat si koi aye........(Jan Nisaar Akhtar)

Posted: Tue Mar 01, 2005 1:25 pm
by Aanchal
assalamlikum

Posted: Tue Mar 01, 2005 5:57 pm
by khurram_shaikh
Assalaaam alekum,




bahoooot khoob bahooot umdeh zabardast kalaam share kiyaa tumnien shukriyaa share kernien kaa ,



ab to laut aayi ho naaa ???

Posted: Wed Mar 02, 2005 9:43 am
by Aanchal
khurram_shaikh wrote:Assalaaam alekum,




bahoooot khoob bahooot umdeh zabardast kalaam share kiyaa tumnien shukriyaa share kernien kaa ,



ab to laut aayi ho naaa ???

thanxx khurram or sara :rose
ji khurram :grin:

Posted: Wed Mar 02, 2005 1:04 pm
by Naveed_Ahmad_Naveed
bohat hi acha intkhaab hai aap ka Anchal :-)

hamesha ki tarha.

Posted: Sat Mar 05, 2005 6:25 am
by Hashmat Usmani
salaam Heer,

welcome back Heer...kahaaN Ghaaib ho gaiiN thiiN? ab aayii ho to aatii jaatii rahnaa ... kahiiN yeh na ho ki phir laa-pataa ho jaao.

bhai, tumhaarii pasand to hameN bahot bhaaii hai aur safHe kii sajaavaT aisii ki dulhan bhii kia aise sajtii hogii... :wink: :lol: :lol:

JaaN Nisaar AKhtar saaHib marHoom o maGhfoor kii yeh Ghazal waqa'ii bahot unda hai. share karne ke liye Heer Tankoo.

Hashmat

Re: Ahat si koi aye........(Jan Nisaar Akhtar)

Posted: Tue Apr 12, 2005 9:59 am
by Mahtab Qadr
Aanchal wrote:assalamlikum
waah waah Anchal ji aap ne us Hyderabaad ke us mushaire ki yaad taza kardi jis maiN JaNnisar Akhtar ne ye ghazal parhi thi aur ham ne achay bachoNki tarah chup chaap samiyeen ki pichli nishistoN mai baith kar ye ghazal suni aur behad lutf uthaaya tha. bahut bahut shukria
Mahtab Qadr