Beyaad-e-shaahadt-e-Imaam Husaain A.s
Posted: Mon Jan 05, 2009 12:54 pm
Bayaad-e-shaadat-e-Hussain Aalihi salaam
Ishq ki intehaa hai qurbaani
jaan kernaa fanaa hai qurbaani
muNh se kehn aasaan hai lekin
isko kernaa adaa hai qurbaani
koee jaZbe niCaar kertaa hai
koee jee jaaN se payaar kertaa hai
koee zann* zar* zameen ki khatir
koee ghirat maiN aa k mertaa hai
saari aqsaam yeh tamaam nahin
is mai qata'ee mujhe kalaam nahiN
ab keroNgee mai jis kaa Zikr yehaaN
suki nuu'A koe qism-e-Aam nhaiN
jiskee ab tak naZeer ho nah saki
jo khe ZehnoN se meHv ho nah saki
aik qrbaani-e-Beraaheemi
dooseri hai Hussaini qurbaani
jinkaa maSud-o- muntahaa Allah
jinkaa Caani nahiN kahi wallah
Ishq ki intehaa hai qurbaani
jaan kernaa fanaa hai qurbaani
muNh se kehn aasaan hai lekin
isko kernaa adaa hai qurbaani
koee jaZbe niCaar kertaa hai
koee jee jaaN se payaar kertaa hai
koee zann* zar* zameen ki khatir
koee ghirat maiN aa k mertaa hai
saari aqsaam yeh tamaam nahin
is mai qata'ee mujhe kalaam nahiN
ab keroNgee mai jis kaa Zikr yehaaN
suki nuu'A koe qism-e-Aam nhaiN
jiskee ab tak naZeer ho nah saki
jo khe ZehnoN se meHv ho nah saki
aik qrbaani-e-Beraaheemi
dooseri hai Hussaini qurbaani
jinkaa maSud-o- muntahaa Allah
jinkaa Caani nahiN kahi wallah