Page 1 of 1

Bas wo qaul-o-qarar karta hai

Posted: Tue Jan 20, 2009 4:14 pm
by faypal
Bas wo qaul-o-qarar karta hai.gif
Bas wo qaul-o-qarar karta hai.gif (24.32 KiB) Viewed 85 times

Re: Bas wo qaul-o-qarar karta hai

Posted: Fri Jan 23, 2009 2:20 pm
by sbashwar
Mohtaram Afzal Saheb
:salaam:

Kaise hain aap? kaafi arse ke baad aapki bazm mein aamad par massarrat hui.

sabhi phoolaun ki baat kartey hain
kaun kaantaun se pyaar karta hai

Aapki ghazal pasand aayi.
Meri daad aur mubarakbaad qubool farmayen. Ummid hai ayenda bhi aap apne kalaam se hum sabko nawazenge.

Mukhlis
Salem Bashwar

Re: Bas wo qaul-o-qarar karta hai

Posted: Sat Jan 24, 2009 4:20 pm
by faypal
sbashwar wrote:Mohtaram Afzal Saheb
:salaam:

Kaise hain aap? kaafi arse ke baad aapki bazm mein aamad par massarrat hui.

sabhi phoolaun ki baat kartey hain
kaun kaantaun se pyaar karta hai

Aapki ghazal pasand aayi.
Meri daad aur mubarakbaad qubool farmayen. Ummid hai ayenda bhi aap apne kalaam se hum sabko nawazenge.

Mukhlis
Salem Bashwar
Mohtaram shashwar sahib aap ki duaa se bilkul khariyut se hon.Hausla afzaai k leay hamaisha mashkoor rahon ga.Kafi arsa online nahin howa is leay kuch post na ker saka.ub umeed hai khidmat-e-yaran mein hazir hota rahon ga.bas duaaon mein yad rukhain.