Page 1 of 1
Us shakhsh ko ub jaan bachane ki pari hai
Posted: Mon Jan 26, 2009 4:25 pm
by faypal
Re: Us shakhsh ko ub jaan bachane ki pari hai
Posted: Tue Jan 27, 2009 2:51 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
moHtaram faypal SaaHib tasleemaat!
Ummeed hai baakheriyat hooN ge. meHfil meN tashreef aawaaree par aap kaa mamnoon hooN. kiya hee achcha ho keh aap yooN hee apnee takhleeqaat se nawaazte raheeN.
Aap kee Ghazal khubSurat aor dilkash kheyaalaat se aaraastah Ghazal hai. jis meN deegar mua'aamlaat ke e'laawah aaj kal kee siyaasee Surat-e-aHwaal kaa bhee zikr miltaa hai. meree jaanib se is kaamyaab koshish par dilee daad aor mubarak baad qubool keejiye.
khush raheeN
Wassalam
Muzaffar AHmad
Re: Us shakhsh ko ub jaan bachane ki pari hai
Posted: Wed Jan 28, 2009 2:42 am
by faypal
Muzaffar Ahmad Muzaffar wrote:moHtaram faypal SaaHib tasleemaat!
Ummeed hai baakheriyat hooN ge. meHfil meN tashreef aawaaree par aap kaa mamnoon hooN. kiya hee achcha ho keh aap yooN hee apnee takhleeqaat se nawaazte raheeN.
Aap kee Ghazal khubSurat aor dilkash kheyaalaat se aaraastah Ghazal hai. jis meN deegar mua'aamlaat ke e'laawah aaj kal kee siyaasee Surat-e-aHwaal kaa bhee zikr miltaa hai. meree jaanib se is kaamyaab koshish par dilee daad aor mubarak baad qubool keejiye.
khush raheeN
Wassalam
Muzaffar AHmad
Muzafar bhai aap ki hauslah afzaai ka teh-e-dil se mashkoor hon.Koshish rahe gi k kuch na kuch share karta rahon takeh islah bhi hoti rahe aur hauslah afzaai bhi.Allah pak aap ko hamaisha khush-o-khuram rakhe.Amin!