Page 1 of 2

BHULA BHI NA SAKII

Posted: Thu Mar 03, 2005 12:27 pm
by najma
aziz saathiyo!
ek ghazal lekar haizr hooN ,mumkin hay apko pasand aa hi jaey :-) aur agar na aey to bardaasht hi kar lijiyeyga. :grin:

Posted: Thu Mar 03, 2005 12:29 pm
by najma
:-)

Posted: Thu Mar 03, 2005 12:32 pm
by najma
:-)

Posted: Thu Mar 03, 2005 4:25 pm
by nigaah
Najma Sahiba


bohut Khubsoorat Ghazal paish ki aap nay...tamaam ashaar hi bohut pasand aaye ...Khusoosan aaKhri 3 ashaar bohut hi lajwaab haiN....

meri jaanib say daad qubool kijye


Nigaah

Posted: Thu Mar 03, 2005 6:14 pm
by najma
nigaah wrote:Najma Sahiba


bohut Khubsoorat Ghazal paish ki aap nay...tamaam ashaar hi bohut pasand aaye ...Khusoosan aaKhri 3 ashaar bohut hi lajwaab haiN....

meri jaanib say daad qubool kijye


Nigaah

nigaah jee!
ye faqat aapki nigaah ka husn hay k merii ghazal pasand k qabil ho sakii. :grin: bohat shukriya nigaah jee!, khush rahiyey
:-)

Posted: Thu Mar 03, 2005 6:19 pm
by najma
--------------------------------------------------------------------------------

assalam o alaikum najma ji

umda ..waah..buhut umdaah..behtreen asha^aar say muzayaan ghazal , kia baat hay , parh ker buhut accha laga, tamam ashaar hi buhut acchay hein , meri janib say is behtreen takhleeq per bharpoor daad qubool kerain ...

waqar masood



waqar jee!
bohat shukriya k aap ne meri kawish ko pasand kiya. :-)
khush rahiyey
:-)

Posted: Thu Mar 03, 2005 6:24 pm
by najma
--------------------------------------------------------------------------------

najma wrote:

AZIZ SATHIYO!

EK GHAZAL K SAATH BAZM MEIN HAAZIR HOON

ARZ KIYA HAY


Buhat achi aur khubsurat ghazal likhi hai aap nay Mohtarma "Najma" bharpoor daad qabool kijiyay.



anis hasan jee!
ghjazal ki pasandeedgii k liyey mamnoon hooN.
khush rahiyey
:-)

Posted: Thu Mar 03, 2005 6:26 pm
by najma
Najma ji,

bohat khoobsurat ghazal likhi aapne, sabhi ashaar bohat pasand aaye, aapki awaaz mein sunker tou is ghazal ka lutf dobala hojata hai.

bohat shukriya,

sara



sara jee!¬
iss pazeeraaee k liyey mamnoon hoon.
khush rahiyey
:-)

Posted: Thu Mar 03, 2005 6:28 pm
by najma
Najma sahiba aapki is khoobsurat aur taweel ghzal ne to choNka dia, waqai bahut acha kahti haiN aap. Allah kare zoor e qalam aur ziaada.
shukria
Mahtab Qadr


janab mahtab qadr sahib
aapkii is hausla-afza thapki ne mujhay mazboot kardiya hay.ye apki nawazish hay.shukriya
:-)

Posted: Fri Mar 04, 2005 1:14 am
by najma
sara_j wrote::shock: ye kya hua? mera bukhar to kam hogaya tha :roll:

mujhe saare posts Najma ji ki taraf se kyun nazar aarahe hain?



pareshaan na hoN sara jee
hua ye k ham thehre anaRee :oops: pages ghalat laga diyey thay.jab sahii karne lage to 1 page delete jo kiyaa(ye samajh kar, keh is ki gah par hi naee post daal doongii) to meree pooree hi post delete hogaee. :oops: tab yahaaN naee lagaaee aur sabko yahaanjawaab diyey.
ummeed hay aap mujhay maarengii naheeN. :cry:
ummeed hay ab bukhar------------ :wink:
khush rahiyey
:grin:

Posted: Sat Mar 05, 2005 3:16 am
by irfan abid
Najma sahiba, aadaab!

aap kii Ghazal pasand aayii. daad haazir hai! is Ghazal ne :Ghalib: kii yaad dilaa dii: maiN gayaa vaqt nahiiN huuN ki phir aa bhii na sakuuN.

niyaazmand,
Irfan :Abid:

Posted: Sat Mar 05, 2005 4:06 pm
by najma
irfan abid wrote:Najma sahiba, aadaab!

aap kii Ghazal pasand aayii. daad haazir hai! is Ghazal ne :Ghalib: kii yaad dilaa dii: maiN gayaa vaqt nahiiN huuN ki phir aa bhii na sakuuN.

niyaazmand,
Irfan :Abid:

:grin: bohat nawazish janab irfan abid sahib
shukriya
:-)

Posted: Sat Mar 05, 2005 4:11 pm
by najma
najma wrote:
irfan abid wrote:Najma sahiba, aadaab!

aap kii Ghazal pasand aayii. daad haazir hai! is Ghazal ne :Ghalib: kii yaad dilaa dii: maiN gayaa vaqt nahiiN huuN ki phir aa bhii na sakuuN.

niyaazmand,
Irfan :Abid:

:grin: bohat nawazish janab irfan abid sahib
mujhay khushi huee aur fakhr bhi,keh meri kawish par aap ne ghalib ka hawala diya.(go maiN ghalib to naheeN ban gaee, lekin) asaatizah ka hawala milna bhi hausla afzaa aur fakhr kii baat hay. :grin:
shukriya
:-)

Re: BHULA BHI NA SAKII

Posted: Tue Mar 08, 2005 3:14 pm
by Anjum
najma wrote:aziz saathiyo!
ek ghazal lekar haizr hooN ,mumkin hay apko pasand aa hi jaey :-) aur agar na aey to bardaasht hi kar lijiyeyga. :grin:
Ma ShaAllaah buhat khoob najma jee..buhat khoob.keep sharing.

Re: BHULA BHI NA SAKII

Posted: Tue Mar 08, 2005 8:55 pm
by najma
Anjum wrote:
najma wrote:aziz saathiyo!
ek ghazal lekar haizr hooN ,mumkin hay apko pasand aa hi jaey :-) aur agar na aey to bardaasht hi kar lijiyeyga. :grin:
Ma ShaAllaah buhat khoob najma jee..buhat khoob.keep sharing.
anjum jee!
apka ekbaar phir shukriya, keh apko merii ye kawish bhi achi lagii.
be-had mamnoon hooN
:-)