Page 1 of 1

محترم ضیا ء الحسن رضوی کے شعری مجموعہ " گوھرو خزف پر منظوم ت

Posted: Wed Mar 11, 2009 10:30 am
by aabarqi
محترم ضیا ء الحسن رضوی کے شعری مجموعہ " گوھرو خزف پر منظوم تاثرات

Re: محترم ضیا ء الحسن رضوی کے شعری مجموعہ " گوھرو خزف پر منظوم ت

Posted: Sun Mar 22, 2009 4:32 am
by Sarwar A. Raz
mukarram-e-bandha janaab Barqi SaaHeb: aadaab!

Ziaul Hasan Rizvi SaaHeb kee kitaa par aap kee naz^m dekhee. hameshah kee t^araH rawaaN-dawaaN hai. albattah paRh kar ek sawaal Zehn meN aayaa. aap na radeef meN :gauhar-o-Khazaf: baaNdhaa hai ya'nee :zaal: par zabar lagaayaa hai. A Comprehensive Persian English Dictionary aur Arabee lughat Bayaan-ul-Lisaan donoN meN :Khazf: (zaal saakin) likhaa huwaa hai. aap Zaraa teHqeeq se bataaYeN keh SaHeeH lafZ^ kyaa hai? shukriyah!

Sarwar A. Raz :Sarwar:

Re: محترم ضیا ء الحسن رضوی کے شعری مجموعہ " گوھرو خزف پر منظوم ت

Posted: Sun Mar 22, 2009 12:28 pm
by aabarqi
Mohtaram Sarwar alam Raaz sarwar Sb
Assalam o Alaikum
Janab Khurshidul Hasan Naiyier Sb ke walid e mohtaram janab Ziaul Hasan Rizvi sb. ki kitab par mere manzoom ta'assuraat aapko pasand aaye yeh mere liye bais e iftekhar hai.Jahaan tak گوھرو خزف ke imla ka ta'alluq hai"The Concise Persian -English Dictionary by Abbas Aryanpur Kashani& Manoochehr Kashani Page No.457(Amir Kabir Publication,Tehran1990 )ke mutabiq yahi imla Durust hai jiska matlab"Pottey,earthenware,سفالhai.jis mein wazah taur par "ز "par zabar likha hua hai.
Niyazmand
Ahmad Ali Barqi Azmi