Page 1 of 1

A'alami Mushae'irah GuZarish#51 ke liye Ghazal:Akhtar Azmi

Posted: Fri Apr 17, 2009 2:05 pm
by akhtarazmi
A'alami Mushae'irah GuZarish#51 ke liye Ghazal:Akhtar Azmi

Re: A'alami Mushae'irah GuZarish#51 ke liye Ghazal:Akhtar Azmi

Posted: Fri Apr 17, 2009 5:50 pm
by aabarqi
Azizam Akhtar Azmi
ASAK
Aaap ki yeh nehayat Murassa aur fikr Angez Tarhi ghazal Behad pasand aaii.Meri janib se purkhuloos daad qubool farmaein.Ummid hai Nazereen e Urdubandhan aaindah bhi aap ki takhleeqaat se mahzooz hote raheinge.Allah kare zor e qalam aur ziadah.
Khaksaar
Ahmad Ali Barqi Azmi

http://aabarqi.webs.com

http://draabarqi.tripod.com
http://aabarqi.blogspot.com

Re: A'alami Mushae'irah GuZarish#51 ke liye Ghazal:Akhtar Azmi

Posted: Sun Apr 19, 2009 5:31 am
by sbashwar
Mohtaram Akhar Azmi Saheb
:salaam2:


خطا کے بعد اظہار ندامت جو نہیں کرتا
کبھی توبہ کے وہ اصلی خزانہ تک نہیں پہنچا


Sab se pehle main aapka urdubandhan par pur josh istaqbal karta houn.
Aapki ghazal bohat khoob hai. Meri dili daad aur mubarakbaad arz hai.

Re: A'alami Mushae'irah GuZarish#51 ke liye Ghazal:Akhtar Azmi

Posted: Fri Apr 24, 2009 5:45 am
by akhtarazmi
hauslaafzai kabahut2 shukria
dua me yad rakhia ga
wassalam