Page 1 of 1
Tarhi Ghazal :Abul faiz Azm Sahaaryavi Posted By aabarqi
Posted: Fri Apr 17, 2009 5:19 pm
by aabarqi
Tarhi Ghazal : Abul faiz Azm Sahaaryavi Posted By aabarqi
Re: Tarhi Ghazal :Abul faiz Azm Sahaaryavi Posted By aabarqi
Posted: Sun Apr 19, 2009 5:13 am
by sbashwar
Mohtaram Dr Ahmad A. Barqi Azmi Saheb
Janab Abul faiz Azm Sahaaryavi saheb ki ye tarhi ghazal ka har sher bohat pasand aaya.
Aapka behud shukria iss inayat par.
Re: Tarhi Ghazal :Abul faiz Azm Sahaaryavi Posted By aabarqi
Posted: Sun Apr 19, 2009 10:13 am
by aabarqi
Mohtaram Bashwar Sb.
Assalam o Alaikum
Janab Abul faiz Azm Saharyavi Azmi Sb ek bahuk kohnah mashq aur qaderul kalam shair hain,Lekin computer ki tarbiyat na hone ki wajah se posting se qasir hain.Is liye unki yeh ghazal mujhe post karni padi.Haal hi mein unka Hamd Aur Naat ka ek majjmuaa "Sahab e rahmat" ke naam se manzar e aam par aaya hai jiski rasm e ijra mein Main bhi shareek tha.Mausoof ki yeh ghazal aapko pasand aaii iske liye main unki taraf se aapka tah e dil se shukr guzaar hoon.Azm Saheb ke blog ka link haazir e khidmat hai:
http://azmsaharyavi.blogspot.com
Neyazmand
Ahmad Ali Barqi Azmi