Page 1 of 1
غزل:خود تماشا ھوں سب تماشائی
Posted: Tue Apr 21, 2009 4:52 pm
by aabarqi
غزل:خود تماشا ھوں سب تماشائی
Re: غزل:خود تماشا ھوں سب تماشائی
Posted: Thu Apr 23, 2009 8:17 am
by sbashwar
Mohtaram Dr. Ahmad A. Barqi Azmi Saheb
ab main uske liye houn sargirdaan
khud tamasha houn sab tamashai
Kya kehne, bohat khoob, ek achchi ghazal inayat karne par meri daad qubool farmayega.
Re: غزل:خود تماشا ھوں سب تماشائی
Posted: Sat Apr 25, 2009 6:42 am
by munir-armaan-nasimi
Main Abhii soch hi raha tha yeh
Mujhko wohh Door se nazar aayi
Waah Waah Dr.Barqi Saaheb.. kya kehne hain... aam-fahem zaban aur seedhi saadi ghazal ne dil moh liya.
Daad qobol kiziye.
Re: غزل:خود تماشا ھوں سب تماشائی
Posted: Sun Apr 26, 2009 12:48 pm
by aabarqi
Azizam munir-armaan-nasimi
Tasleemaat
Yeh ghazal aapko pasand aaii
Aapki yeh hai izzat afzaaii
Yeh khayaalaat ka tasasul thaa
Jiski ki aapne pazeeraaii
Mera Barqi hai yeh tafannun e tab'a
Yunhi kartaa hoon khamah farsaaii
sepaasguzaar
Ahmad Ali Barqi