Nasir Burney saheb ki walidah ka inteqal
Posted: Thu May 07, 2009 5:06 am
Nasir Burney saheb ki walidah ka 5 may ko inteqal ho gaya hai. Allah marahomah ko magirat kare aur apni rehmat se nawaze. Aap sab se darkhawast hai ke dua-e-magfirat karein. Allah mutaliqeen ko sabr jameel ataa kare, ameen.