Page 1 of 1

GHAZAL : IQBAL KHAWAR

Posted: Fri May 29, 2009 6:20 am
by sajhashmi
AADAB! JANAB IQBAL KHAWAR KI GHAZAL MULAHIZA FERMAIYEN
S ANWER JAWAID HASHMI

Re: GHAZAL : IQBAL KHAWAR

Posted: Sat Jul 11, 2009 12:13 pm
by munir-armaan-nasimi
Main ne baazaar likha, Garmi-e-baazaar likhkhee
Aye Zulekha tera Qissa nahin likhkha main ne

Waah waah Iqbal Khawar Saheb... na likhte likhte bhi aapne bohat khoob likh hi diya hai. :lol: Rang-e-taghazzul se bharpur ye ghazal behad haseen o jameel hai. Daad qobool farmaayein.

Hashmi Saheb aapka bhi bohat bohat Shukriya...!!

Re: GHAZAL : IQBAL KHAWAR

Posted: Sun Jul 19, 2009 12:26 pm
by Aadil Rasheed
wah wah be panah ghazal hai aapki aur ghazlen padhne ka ishtiyaq badh chala hai aap kahan se hain aapka email kya hai aapka lehja badahi jana pehchana lag raha hai
ek ek sher kai kai martaba padha
apna email zaroor inayat fermayen
aur agar skype no. ho to inayat karen

aadil rasheed new delhi india

aadilrasheed67@gmail.com
aadil_rasheed@rediffmail.com
skype: aadilrasheed67
blog : http://aadil-rasheed.blogspot.com/