Page 1 of 1
TAZA GHAZAL K SAATH SYED ANWER JAWAID HASHMI
Posted: Wed Jun 24, 2009 4:34 am
by sajhashmi
ASSALAM O ALAIKUM
Urdu Bandhan k nazireen ki tawajuh aur baseerat o basarat ki nazr taza ghazal:
Re: TAZA GHAZAL K SAATH SYED ANWER JAWAID HASHMI
Posted: Wed Jul 01, 2009 8:16 am
by munir-armaan-nasimi
Kisi Saa'at Mujhe Sher o Sukhan Be-kaar lagte hain
Kabhi uljhaa hua main Ghalib o Be-dil main rehta hoon
Waah Hashmii saheb kya baat hai.. Aapne radeef o qafiye ka haq ada kar diya. Bechaare Meer Saheb apni Qabr main peech o taab kha rahe honge keh.. Hashmi ne hamein kahin Quote nahin kiya... kiya bhi to sirf Ghalib ko aur Bedil ko...
Ghazal bohat hi shaandaar hai, mere paas alfaaz nahin hain keh main uski taareef ka haq ada kar sakoon. Daad pesh-e-khidmat hain, qobool karein.
Armaan