Page 1 of 1

AZM BEHZAD KI AIK GHAZAL By: S Anwer J Hashmi

Posted: Wed Jun 24, 2009 4:40 am
by sajhashmi

Assalam o Alaikum
Maroof Aalmi urdu shair janab Azm Behzad ki ghazal mulahizah fermaiyeN:
Syed Anwer Jawaid Hashmi

Re: AZM BEHZAD KI AIK GHAZAL By: S Anwer J Hashmi

Posted: Wed Jun 24, 2009 4:47 am
by sajhashmi
Janab Azm Behzad ka pehla sheiri majmoua TABEER SE PEHLAY "Al-Hamd Publishers Lahore" se 1998 mein shaiey houa thaa. Middle East,India aur Alami mushairouN k havaley sy ein ki shohrat hey guzashta din ouN Aalmi Farogh e Adam Majlis k mushairey/Award taqreeb mein Doha Qatar meiN aap shareek houey.( +92- 021 - 0345 2950350)
Janab Liaquat Ali Asim, Sr.Editor Urdu Dictionary Board k teen (3) majmouey:Aangan me Samander 1987(2nd Edition 2007); Raqs e Vissal(1996+ 2nd edition 2007) aur Nasheb e Shehr 2007 shaiey ho chukey heyN. Aap bhi Doha Qatar,Abu dahabi,Dubai,Bahrain aur Karachi meiN Indo- Pak aur Aalami Mushairey paRhtey rahey heiN.( +92 -021-0333 2144144)

Peshkash: Syed Anwer Jawaid Hashmi
:grin:

Re: AZM BEHZAD KI AIK GHAZAL By: S Anwer J Hashmi

Posted: Wed Jun 24, 2009 4:48 am
by sajhashmi
Aalmi Majlis Faroghe e Adab.......Adam ghalet compose hogaya...taSHiH fermaleiN shukriya

Re: AZM BEHZAD KI AIK GHAZAL By: S Anwer J Hashmi

Posted: Sun Jun 28, 2009 6:38 am
by Aadil Rasheed
mubarak bad khoobsoorat ghazal kahi hai aapne au phir is men taajub kaisa aap to kehte hi achch hain
aadil rasheed
9811818516,9810004373
aadilrasheed67@gmail.com

Re: AZM BEHZAD KI AIK GHAZAL By: S Anwer J Hashmi

Posted: Mon Jun 29, 2009 7:48 am
by sajhashmi
Aadil Rasheed saheb tasleemat aur shukriya minn janib khadim wa Azm Behzad Saheb...Nawazish :grin: