Page 1 of 1

Nai ghazal Syed Anwer Jawaid Hashmi,Karachi

Posted: Sat Jul 04, 2009 11:02 am
by sajhashmi
Nazireen Urdu Bandhan Assalam o Alaikum
Aapki baseeratouN ki nazar aik nai ghazal
Syed Anwer Jawaid Hashmi

kis ka qusoor tha.gif
kis ka qusoor tha.gif (13.39 KiB) Viewed 106 times

Re: Nai ghazal Syed Anwer Jawaid Hashmi,Karachi

Posted: Mon Jul 06, 2009 12:04 pm
by munir-armaan-nasimi
Masha'Allah Hashmi Saheb... puri ghazal dilkashi liye hoye hai. Mujhe ye sher bohat pasand aaya...

Qurbat main Chasm o Qalb pighalte na kis liye,
Us Aaftaab ka to badan hi Tunur Tha

Allah kare aap roz roz aisi pyari pyari ghazloN se nawazte rahein.

Niyaazmand,

Munir Armaan

Re: Nai ghazal Syed Anwer Jawaid Hashmi,Karachi

Posted: Wed Jul 08, 2009 4:09 am
by sajhashmi
ChaleiN pasand apni apni goya jo haal eidher hey vo udher bhi (aapka bhi hey) Khoosh raheiN
MukhliS o Mamnoon
Syed Anwer Jawaid Hashmi
Karachi 08-07-09 :grin:

Re: Nai ghazal Syed Anwer Jawaid Hashmi,Karachi

Posted: Thu Jul 23, 2009 1:06 pm
by sajhashmi
Assalam o Alaikum Karachi mein Bijli ki Loadshedding purey mulk mein jis k baic hangama aarai horahi hey hamm qasir rehtey heyn aik ghazal dekhiye ga
Syed Anwer Jawaid Hashmi,Karachi 23rd July 2009 @ 6-00 PST

Re: Nai ghazal Syed Anwer Jawaid Hashmi,Karachi

Posted: Mon Aug 03, 2009 4:03 pm
by sajhashmi
URDU BANDHAN K NAAZIREEN KO EITILA`A DI JAATI HEY K KARACHI SY SYED MOHAMMAD QASIM,MANZER AARFI AUR SYED ANWER JAWAID HASHMI KI EDARET ME KITABI SILSILAH 3 MONTHLY TAZKARAH KA IJRA`A KIYA JARAHEY HEY PEHLA SHUMAREY RAMAZAN SHARIF K FORI BAAD SHAIEY HOJAIEYGA (INSHA`ALLAH) AAP EHBAB APNI NIGARISHAT,ADABI,PERSONAL KUWAIEF,QUALIFICATION,BOOKS,WALDIYET(WALIDAH KA NAM AGER MUNASIB SAMJHEIN) AAP K BAAREY MEIN AGER DOSROUN NEY LIKHA US K HAVALEY,LIBRARY YA KUTUB KHANA,AGHAZ E QALAMKARI,AABAI PATAY K HAVALEY SE TAFSEELAT,MOJOUDAH PATA,PHONE,E-MAIL ADDRESS
JALD AZ JALD NEAT AND CLEAN COMPOSE KER KAY BHEJAIN

SYED MOHAMMAD QASIM,
TAZKARAH HOUSE,
A-3 SHALIMAR PRIDE,
SECTOR 7-D/1NORTH KARACHI,KARACHI-75850

E-MAIL: sajh_udb@hotmail.com
anwer_jawaid2000@yahoo.com