Page 1 of 1

mohtaram mahtab qadr se iltimas,

Posted: Tue Aug 04, 2009 6:38 pm
by Aadil Rasheed
mohtram mahtab qadr sb. assalam alekum
bad salam mujh se ek ghazal ghalti se do bar lag gai edit karne ki koshish ki to
marz badhta gaya jyun jyun dawa ki....
aapse guzarish hai ke ise edit karden aapki duaaon ka talib
aapka
aadil bin rasheed

Re: mohtaram mahtab qadr se iltimas,

Posted: Wed Aug 05, 2009 8:08 am
by sbashwar
Mohtaram Adil Rasheed Saheb
:salaam2:

Maine aapki ghzal jo ghalti se do bar pesh ki gayi thi hazf kardiya houn.
Abhi main safar se lauta houn. Insha-allah arakeen permissions par sahulat faraham karne ki bharpoor koshish karonga taake aapki tarha kisi aur ko zehmat na ho.

Mukhlis
Salem Bashwar

Re: mohtaram mahtab qadr se iltimas,

Posted: Wed Aug 05, 2009 10:45 am
by Aadil Rasheed
walekum
shukriya
skype par aapki duaayen hasil karna chahta hoon
kabhi thoda sa waqt hamen bhi inayat karen
dua talab
aadil rasheed