Page 1 of 1

apni ghazal k saath S Anwer Jawaid Hashmi

Posted: Sat Feb 13, 2010 3:37 pm
by sajhashmi
Aadab Arz nazireen urdubandhan

Re: apni ghazal k saath S Anwer Jawaid Hashmi

Posted: Sat Feb 13, 2010 3:56 pm
by azeezbelgaumi
Subhanalla Mohataram Sayed Anwar Jawaid Hashmi Saheb... Azeez Belgaumi

Re: apni ghazal k saath S Anwer Jawaid Hashmi

Posted: Sun Feb 14, 2010 11:45 am
by munir-armaan-nasimi
Mash'Allah... SubhanAlla'h.... Aap jab Ghazal kehte hain to Ghazal ka Husn aur badh jaata hai......... Puri ghazal tar o taza lab o lehje main hai aur........ mujhe yeh ashaar behad pasand aaye.........

Wo KhwaabGaheeN kisi Aankh par Na Khul Paayein
Main Shab-Guzeedah tha, Darwaaza Khatkhata Gaya

Aur yeh....

Zameen zaadoN kii Aankhein Na Zulm par RoyeeiN
Sitaara Aansoo Sar-e- AasmaaN Bahata Gaya

Waah Sir jee... Waah... Kya khoob kahi.

Alla'h kare aap roz roz aisi ghazal hamein sunate rahein.

Aameen.

Re: apni ghazal k saath S Anwer Jawaid Hashmi

Posted: Sat Feb 20, 2010 10:02 pm
by sajhashmi
munir-armaan-nasimi wrote:Mash'Allah... SubhanAlla'h.... Aap jab Ghazal kehte hain to Ghazal ka Husn aur badh jaata hai......... Puri ghazal tar o taza lab o lehje main hai aur........ mujhe yeh ashaar behad pasand aaye.........

Wo KhwaabGaheeN kisi Aankh par Na Khul Paayein
Main Shab-Guzeedah tha, Darwaaza Khatkhata Gaya

Aur yeh....

Zameen zaadoN kii Aankhein Na Zulm par RoyeeiN
Sitaara Aansoo Sar-e- AasmaaN Bahata Gaya

Waah Sir jee... Waah... Kya khoob kahi.

Alla'h kare aap roz roz aisi ghazal hamein sunate rahein.

Aameen.

عزیز ۔من ارمان منیر نسیمی خوش رہئیے
ایسی غزل روز روز کس طرح سنائی یا پڑھوائی جاسکتی ہے یہ تو پروردگار کا ہم پر کرم جانیے کہ دو چار شعر ہوگئے تو پیش کردیے
بہرحال آپ لوگوں کی ہمت افزائی اور ستائش پر یہ خاک سار شکرگزار ہے۔عزیز بلگامی صاحب بھی ہمارا شکریہ قبول کریں
سیدانورجاویدہاشمی،۲۲فروری۲۰۱۰ء کراچی
[/center]