Page 1 of 1
غزل : نذرِعبد اللہ ناظر
Posted: Thu Feb 18, 2010 1:58 pm
by aabarqi
اربابِ حل و عقد سے میرا ہے یہ سوال
سوزِ دروں ہے میرا ابھی نا شنیدہ کیوں
مخلص
احمد علی برقی اعظمی
Re: غزل : نذرِعبد اللہ ناظر
Posted: Thu Feb 18, 2010 2:45 pm
by Khurshidul Hasan Naiyer
:Barqi: kee is Ghazal meiN jo soaz-o-gudaaz hai
sun kar ke ahl-e-bazm nah hoN aab deedah kyuN?
muHtaram Dr. Barqi Sb
salaam a'laikum
bahut saaree daad pesh hai Dr. Sb aap kee is Haseen or pur soaz Ghazal peh qubool famaae,N.
t^aalib-e-dua'aa
Khurshidul Hasan Naiyer
Re: غزل : نذرِعبد اللہ ناظر
Posted: Thu Feb 18, 2010 3:17 pm
by aabarqi
نیر کی داد میرے لئے ہے نشاطِ روح
سوزِ دروں ہے میرا ابھی نا شنیدہ کیوں
مخلص
احمد علی برقی اعظمی
Re: غزل : نذرِعبد اللہ ناظر
Posted: Sat Feb 20, 2010 6:52 am
by nafeesa
Bohat khoob.
Re: غزل : نذرِعبد اللہ ناظر
Posted: Sat Feb 20, 2010 6:59 am
by aabarqi
Mukarrami Nafeesa Sahebah
Aadaab
Khamah farsaaii meri yeh aap ki aaii pasand
Is clapping ke liye hooN aap ka minnat guzaar
Mukhlis
Ahmad Ali Barqi Azmi
Re: غزل : نذرِعبد اللہ ناظر
Posted: Thu Apr 15, 2010 2:36 pm
by sbashwar
Mohtaram Dr Ahmad Ali Barqi Saheb
Aapki ye ghazal usi waqt dekh liya jis waqt pesh ki gayi thi.
Aaj phir nazr nawaz hui.
Aapki ye khoobsurat kalaam ko nazir saheb ke site par insha-allah pesh kardonga.
Meri daad aur mubarakbaad arz hai.
Mukhlis
Salem Bashwar