Page 1 of 1
A'alami Mushae'irah GuZarish#52ke liye ghazal :aabarqi
Posted: Sun Apr 18, 2010 4:50 pm
by aabarqi
A'alami Mushae'irah GuZarish#52ke liye ghazal :aabarqi
Re: A'alami Mushae'irah GuZarish#52ke liye ghazal :aabarqi
Posted: Tue Apr 20, 2010 10:40 am
by sbashwar
محترم ڈاکٹر احمد علی برقی اعظمی صاحب
السلام علیکم
آگیا ہے راس دردِ لادوا میرے لئے
سَم قاتل ہوگیا ہے اب شفا میرے لئے
کہتے ہیں ہوتا ہے شر میں خیر ثابت ہوگیا
ہوگئی اُس کی سزا برقی جزا میرے لئے
بہت خوب غزل کہی آپنے۔
میرے داد اور مبارک باد قبول فرمائں۔
مخلص
سالم باشوار
Re: A'alami Mushae'irah GuZarish#52ke liye ghazal :aabarqi
Posted: Tue Apr 20, 2010 3:09 pm
by Khurshidul Hasan Naiyer
paRh ke GhazleiN aap kee hotaa mujhe maHsoos hai
shaae'ree hai aap kee micl-e-diyaa mere lie,Y
muHtaram Dr. Barqi Sb
aap kee zoodgoi,y kaa qaae.l aap kee Khidmat maiN daad pesh kartaa hai qubool farmaae,N
t^aalib-e-dua'aa
Khurshidul Hasan Naiyer
Re: A'alami Mushae'irah GuZarish#52ke liye ghazal :aabarqi
Posted: Sat Apr 24, 2010 3:20 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
moHtaram Dr, AHmad Ali Barqi SaaHib tasleemaat!
A'alami mushae'irah Guzarish#52 meN aap ki shumuliyat ham sab ke liye HaoSlah afzaa hai. jis ke liye sarapa sipaas hooN.
Ghazal nah Sirf ganjeenah lafz-o-mua'nee hai, balkeh fikree aor jamaliyaatee jehtooN meN qaafilah-e-kheyaal yooN mehu-e-safar hai, gaoyaa aek barq raftaar ghoRa jaanib-e-manzil baRhaa jataa hai. alfaaz^-o-tarakeeb ko is khubSuratee se jaamah-e-mua'anee pehnaya geya hai, keh har miSra' jaazib-e-naz^ar bankar baam-e-u'rooj par phohonch geya hai. iste'aarah-o-kanayah ne lut^f-e-Ghazal ko do aatishah kar diya hai, GhaZab kee Ghazal hai. dekh kar lut^f aageya. =D>
meree dilee daad-o-mubarak baad qubool keejiye.
Wassalam
Muzaffar AHmad Muzaffar