Page 1 of 1
Ghazal - jo wafa ko imam kertay heiN
Posted: Sun Jun 20, 2010 5:26 pm
by sfaseehrabbani
Ghazal - jo wafa ko imam kertay heiN
Re: Ghazal - jo wafa ko imam kertay heiN
Posted: Mon Jun 28, 2010 5:22 pm
by sbashwar
محترم فصیحؔ ربانی صاحب
السلام علیکم
دل کو طرفہ سکون ملتا ہے
جب کوئی نیک کام کرتے ہیں
میری داد اور مبارک باد قبول فرمائیں۔
مخلص
سالم باشوار
Re: Ghazal - jo wafa ko imam kertay heiN
Posted: Mon Jun 28, 2010 5:55 pm
by sfaseehrabbani
MoHteram Salim Bashwar sb.!
salam masnoon,
iss inayet per ap ka tah e dil se mamnonn hoon.
shaad abaad rrehiay.
mukhliS
Shaheen Faseeh Rabbani
Re: Ghazal - jo wafa ko imam kertay heiN
Posted: Mon Jul 05, 2010 4:07 pm
by munir-armaan-nasimi
Hum Tere Jaise "ShairoN" ka Faseeh
Dil se Ehteraam Karte Hain
Waah bhai waah... choti behr main badi ghazal kahi aapne.. ek ek sher mazaa de gaya. Kehte Rahiye aur humse share karte rahiye.
munir armaan nasimi
Re: Ghazal - jo wafa ko imam kertay heiN
Posted: Tue Jul 06, 2010 7:16 pm
by sfaseehrabbani
MoHteram Munir Arman nasimi sb.!
Is inayet per tah e dil se mamnoon hooN aap ka,
mamesha kush rehiay.
sfaseehrabbani
Re: Ghazal - jo wafa ko imam kertay heiN
Posted: Tue Aug 03, 2010 7:45 pm
by Nayeem Khan
ghazal bohat khoob hai.
Re: Ghazal - jo wafa ko imam kertay heiN
Posted: Thu Aug 12, 2010 7:45 pm
by Tanwir Phool
SUBHAANALLAH , bahut khoob !
BaRi pyaari ghazal hai , DhairoN
daad aur mubaarakbaad qabool keeji'ey
Re: Ghazal - jo wafa ko imam kertay heiN
Posted: Wed Aug 18, 2010 5:52 pm
by sfaseehrabbani
مسٹر خان جی!
آپ کا بہت شکریہ. بہت خوش رہئے
ایس فصیح ربانی
[/b]
Re: Ghazal - jo wafa ko imam kertay heiN
Posted: Wed Aug 18, 2010 5:55 pm
by sfaseehrabbani
محترم تنویر پھول صاحب!
آپ کی محبت ہے. تہ_دل سے ممنوں ہوں کہ آپ نے میری حوصلہ افزائی فرمائی،
ہر پل خوش رہئے
مخلص
ایس فصیح ربانی
[/b]