Page 1 of 1

Maah-e-Ramazaan("Tanweer-e-Hira",jild-e-awwal)

Posted: Mon Aug 09, 2010 7:05 pm
by Tanwir Phool
Raaqim-ul-huroof ki kitaab "Tanweer-e-Hira",jild-e-awwal say
maah-e-Ramazaan kay baaray maiN Aayaat kaa mafhoom

Note:Aksar yeh tarjuma kiyaa jaataa hai ke "jo loag roza rakhnay kee taaqat rakhtay
hoN (phir woh na rakhaiN to) fidya maiN miskeen ko khaanaa khilaa daiN".Aayat kay
iss hissay maiN rozay kaa zikr naheeN hai balke yeh kahaa geyaa hai ke "jo loag iss
kee taaqat rakhtay hoN,fidya maiN miskeen ko khaanaa khilaa daiN" y'aani jin ko
fidya denay kee taaqat ho , iss tarah bracket lagaanay kee zaroorat hi naheeN hai
Raaqim-ul-huroof nay yahi mafhoom bayaan kiyaa hai WALLAH AA'LAM BISSAWAAB

http://www.freebase.com/view/m/0b6zyx8

http://www.freebase.com/discuss/threads/m/0cm1vzs


-183-184-A.jpg
-183-184-A.jpg (253.8 KiB) Viewed 236 times
185-A.jpg
185-A.jpg (229.88 KiB) Viewed 235 times

Re: Maah-e-Ramazaan("Tanweer-e-Hira",jild-e-awwal)

Posted: Tue Aug 10, 2010 5:49 am
by Nayeem Khan
:subh:

:jazax:

Re: Maah-e-Ramazaan("Tanweer-e-Hira",jild-e-awwal)

Posted: Tue Aug 10, 2010 2:11 pm
by Tanwir Phool
Bahut bahut shukriyaa
Hamaisha duaa'oN maiN yaad rakhi'ey