Page 1 of 1

Zabt ki kasam di hai usnay

Posted: Sat Aug 14, 2010 7:53 pm
by Brijinder
ZABT KI KASAM DI HAI USNAY


Zaahir na ho jayay meri udaasi, meri tanhai

Meray dil ki kasak aur badan ki angrai

Ubhar na aayay chayhray parmeri betaabioN kay naqoosh

Sunaa na day kuch meri usko Pyaar say nihaarti aankhaiN

Kadam aadtan na chal paraiN uski jaanib

Aur ban jayay uski pashymaani ka sabab

Zabt ki kasam di hai usnay

---------------------------------