Page 1 of 1

mein agar sehra sifat houn zaat mein darya bhi houn

Posted: Sat Aug 28, 2010 7:11 am
by suhailsaqib
Salaam O Rehmat

Aik ghazla lay kar aap ki bazm mein haazir ho raha houn. Ummeed hai kay apni aara say nawazein gay.

Khaksaar
Suhail Saqib (Dammam)

Re: mein agar sehra sifat houn zaat mein darya bhi houn

Posted: Sat Aug 28, 2010 7:41 am
by sbashwar
MoHtaram Suhail Saqib Saheb
:salaam2:

Khush-amdeed, aapki is bazm mein shamuliat ehbab urdubandhan ke liye ma'aic massarrat hai.

جانے کب یہ توڑ کے ہر بند لے جائے مُجھے
اپنے سینے میں چُھپائے کب سے اِک لاوا بھی ہوں

Bohat achchi ghazal hai. Dili daad aur mubarakbaad qubool farmayeN.

Mukhlis
Salem Bashwar

Re: mein agar sehra sifat houn zaat mein darya bhi houn

Posted: Sat Aug 28, 2010 10:18 am
by Nayeem Khan
Khush Aamdeed Saqib Sb.

Aapki ghazal par meri dad pesh hai.

Re: mein agar sehra sifat houn zaat mein darya bhi houn

Posted: Tue Aug 31, 2010 6:02 pm
by Tanwir Phool
Bahut achchhi ghazal hai
Daad aur mubaarakbaad qabool keeji'ey

Re: mein agar sehra sifat houn zaat mein darya bhi houn

Posted: Fri Jan 14, 2011 8:01 am
by suhailsaqib
ghazal ki pasandeedagi per aap ka Mamnoun houn aap ka Janab Nayeem Khan Saheb...

Suhail Saqib

Re: mein agar sehra sifat houn zaat mein darya bhi houn

Posted: Fri Jan 14, 2011 8:01 am
by suhailsaqib
Tanwir Saheb.....

Hausla afzai hai aap ki...shukria
Saqib