Page 1 of 1

Taza Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi

Posted: Fri Sep 24, 2010 11:11 pm
by sajhashmi
Nazireen e Urdubandhan ki khidmat mei Salam
Syed Anwer Jawaid Hashmi,Karachi

Re: Taza Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi

Posted: Fri Sep 24, 2010 11:26 pm
by sajhashmi
Internet forum per Joan Elia ki yaad mei un k miscra e terhah per ye ghazal kahee gaie hey
Herr Taref se mei Be khaber Aaiya......
ummid k nazireen eisay pasand kareingay.Raiey ka muntazar
S Anwer Jawaid Hashmi,Karachi
25-09-2010
:grin:

Re: Taza Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi

Posted: Mon Oct 04, 2010 8:13 pm
by Tanwir Phool
SUBHAANALLAH , bahut khoob
Dilkash ghazal paish karnay par daad
aur mubaarakbaad qabool keeji'ey

Re: Taza Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi

Posted: Tue Oct 12, 2010 11:59 am
by sajhashmi
[quote="Tanwir Phool"]SUBHAANALLAH , bahut khoob
Dilkash ghazal paish karnay par daad
aur mubaarakbaad qabool keeji'uote]

Shukriya Tanveer Phool saheb
aap jesay ahles sukhan ki HouSla afzai se hi shairi aagey jaa rahi hey
S Anwer Jawaid hashmi

Re: Taza Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi

Posted: Wed Oct 13, 2010 10:37 pm
by Aadil Rasheed
AOA
ek achchhi ghazal hai sab hi sher dil ko shadaab karne me kamyaab hain
mubaarakbaad qubol farmaayen

Re: Taza Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi

Posted: Thu Oct 14, 2010 3:48 pm
by zabiullaramz
Mohataram Syed Anwer Jawaid Hashmi Saheb. Aapki gazal achhi hai.. Mubarakbad pesh karta huN. Aakhri sheir meiN aapne pathar ko chumane ki baat kahi hai. Main ye janana chahunga ke ek sakht shay ko chumane se muraad kya hai jabke log phoolouN ko yaa haseen cheez choomate haiN. Kam az kam pathar ka mujassama bhi hota to aap ki soch shayad theek rahti. Ye to mera apna khayal hail. Yek shayar ki haisiyat se aap ko pathar kaisa nazar aaya ke aap ne use chooma aur tez raftaari se guzar gaye?
Allah aap ko khush rakhhe.
Mohammed Zabiullah

Re: Taza Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi

Posted: Wed Oct 20, 2010 3:23 pm
by azeezbelgaumi
Bahut pyaari gazal kahi hashmi saheb aap ne.. Subhanallah..
Mukhlis
Azeez Belgaumi

Re: Taza Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi

Posted: Thu Oct 28, 2010 8:48 pm
by sajhashmi
Janab Tanwir Phool,Janab Aziz Belgaumi,Janab Aadil Rasheed aur janab zabiulllaramz Sahiban

aAp logoun ka Hussn e Nazer, aAla adabi wa sheiri zauq hamari ghazal ko serahney ka baisc houa

Daad qubool kertay houey Shukrguzaar honey ki suadet bhi HaaSil ker rahey heyn.

S Anwer Jawaid Hashmi,Karachi
alamna301@hotmail.com
anwerjawaid@gmail.com
=D> =D>

Posted: Sat Oct 30, 2010 1:38 pm
by azeezbelgaumi
aap ki ek aur gazal ka intezaar rahega