Page 1 of 1

A nazm and few naats

Posted: Sun Oct 17, 2010 7:14 am
by sadiqua
I have been trying to attach few naats in pdf and word document, however, for some reason the message I am getting is that these formats are not allowed!

Following the link of some heart touching naats, few of them are penned by me:

http://www.youtube.com/watch?v=Tv9OElxa9Ow
http://www.youtube.com/watch?v=f3WlZnypygI
http://www.youtube.com/watch?v=Wco8LoqIwhA

Please do pray for my eldest son, who passed away on 23rd Ramdan 1429 H, corresponding to 24th September 2008.

Jazzak ALLAH Khairan Katheer

Sadiqua Shakeel

Re: A nazm and few naats

Posted: Sun Oct 17, 2010 4:47 pm
by sbashwar
Mohtaramah Sadiqua Shakeel Saheba
:salaam2:

1. Taqriban sabhi urdu forums ki posting rasm-al-khat urdu (unicode), roman aur images ki shakal mein hoti hai. Aap apni
tehrireen inhein format mein pesh karein. aapke nigarishat ka intezar rahega.

2. Aapke bete ke inteqal ki khabar par afsoos hua. Allah aapke bete ko jannat mein aala moqam de aur aapko
sabr e jameel ataa kare, ameen.

Mukhlis
Salem Bashwar

Re: A nazm and few naats

Posted: Wed Oct 20, 2010 2:43 pm
by azeezbelgaumi
Sadiqua Shakeel Saheba... NaateN waqai Touching haiN...
Allah qubul karey..
Azeez Belgaumi

Re: A nazm and few naats

Posted: Sat Oct 23, 2010 6:21 am
by sadiqua
Aameen

Jazzak ALLAH Khairan Katheer

Kuch aur pesh e khidmat haiN

http://www.youtube.com/watch?v=zkUMq4msxrc
http://www.youtube.com/watch?v=4MoeuywFA6U

ALLAH Hafez

Re: A nazm and few naats

Posted: Sat Oct 30, 2010 1:46 pm
by azeezbelgaumi
Ye programmes kahaN munaqid huye the?

Re: A nazm and few naats

Posted: Mon Nov 01, 2010 6:36 am
by sadiqua
Hyderabad (Deccan) India meiN
23 Ramadan ul Mubarak 1431 H ko hamare ghareeb khane per
tafseel video ke description me dastyaab hai.

Jazzak ALLAH

ALLAH Hafiz

Re: A nazm and few naats

Posted: Mon Dec 23, 2013 10:17 am
by suhailjan5
12 rabi ul ka hawala sa kab mafil ho ge hyderabad main

Re: A nazm and few naats

Posted: Wed Dec 25, 2013 4:27 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
Mohtarmah Sadiqua SaHibah :salaam2:

khuda kare keh aap khaeriyat se hoN, aap ki arsaal kardah na'tooN se meHZooZ ho raha hoN jo keh bilshubah imaan afrooz haiN aesi deeni maHaafil khaer o barakat ka maojib hotee haiN Allah aap ko taofeeq de keh aap yeh ehtemaam kartee raheeN jazakAllah khaer,

mazeed muwaad bhi arsaal farmatee raheeN. shukriyah,

Wassalam
Muzaffar

Re: A nazm and few naats

Posted: Sat Jan 04, 2014 7:06 pm
by Tanwir Phool
:salaam2:
JAZAAK ALLAH KHAIR
Taalib-e-du'aa wa du'aa go: Tanwir Phool