Page 1 of 1

Tum Ne Kantay Jahan Bichaey Thay !

Posted: Sat Nov 06, 2010 3:37 pm
by Azim Rahi
Bazm-e-Shair-o-Sukhan Mein Aay Rahi,
Kaun Hai Tera Rooshanaas, Na Aa !

Azim Rahi

Re: Tum Ne Kantay Jahan Bichaey Thay !

Posted: Sat Nov 06, 2010 3:47 pm
by Azim Rahi
Pak-o-Hind Mushaeray Main Azim Rahi Ka Mizahia Kalaam !!

Click The Link Below to Watch



http://www.youtube.com/watch?v=0ZiaatjF ... re=related

Re: Tum Ne Kantay Jahan Bichaey Thay !

Posted: Sat Nov 06, 2010 4:21 pm
by sbashwar
Mohtaram Azim Rahi Saheb
:salaam2:

Sabse pehle aapka urdubandhan par isteqbal kiya jata hai. Aapka ta'aruf Janab Syed Anwar Jawaid Hashmi Saheb ne likha hai. mausof adabi duniya ke maroof shaksiyat hain aur urdubandhan par khud ka kalaam pesh karne ke saath saath kai sho'ara hazrat ka ta'aruf bhi pesh karte rehte hain. Aapki shamuliat hamare liye ba'aic massarrat hai. Aapka mazahiya kalaam bhi sunkar lutf agaya.

urdubandhan par moshaire ka bhi ehtamam hota hai. Isi mah ka tarhi misra Janab Muzaffar Ahmad Muzaffar Saheb ne post kiye hain. Aap se guzarish hai aap bhi moshaire mein hissa lijiye.

Mukhlis
Salem Bashwar