Page 1 of 1

Mubarak ho khuda k ghar ki mehmani

Posted: Mon Nov 15, 2010 2:48 am
by sadiqua
Mubarak ho khuda k ghar ki mehmani.jpg
Mubarak ho khuda k ghar ki mehmani.jpg (69.91 KiB) Viewed 572 times

Re: Mubarak ho khuda k ghar ki mehmani

Posted: Mon Nov 15, 2010 4:59 am
by sbashwar
Hajj ki munasibat se Athar Abbasi saheb ka kalaam qabil-e-daad hai.
Sadiqua saheba ka shukria is inayet par.

Ibrahim PBUH par likha gaya Abu Tariq Hijazi saheb ka mazmoon bhi ek nazar dekhein:
viewtopic.php?f=62&t=6642

Re: Mubarak ho khuda k ghar ki mehmani

Posted: Tue Nov 16, 2010 1:40 am
by Nayeem Khan
Allah hajiyon ka haj qubool farmaye. ameen.
Urdubandhan ke arakeen ko eid al-adha mubarak.

Re: Mubarak ho khuda k ghar ki mehmani

Posted: Wed Nov 17, 2010 7:06 pm
by muhammad_19k
سبحان اللہ۔ ما شا اللہ بہت خوب کلام ہے۔

اسی کلام کے توسط سے صاحبِ علم حضرات سے ایک بات پوچھنا چا ہتا ہوں۔ امید ہے کے تشفی کی جائیگی۔

یہ کعبے، ، مدینے، مکے، وغیرہ کیا الفاط ہیں؟ اور ان کی کیا ضرورت ہے؟ ان کی جگہ کعبہ ، مدینہ اور مکہ کیوں استعمال نہیں کیا جا تا؟

خوشہ چیں،

محمد خاور

Re: Mubarak ho khuda k ghar ki mehmani

Posted: Fri Nov 19, 2010 6:14 am
by Nayeem Khan
Khawar sahab ne ek achchay nukta ke taraf tawajeh dilai hai.