Page 1 of 1
طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Sat Nov 27, 2010 6:02 pm
by sfaseehrabbani
محترم احباب کے ذوق مطالعہ کی نذر
طرحی مشاعرہ 53 کے مصرعہ طرح پر میری کاوش
امید آپ اپنی گرانقدر آرا سے میری حوصلہ افزائی فرمائیں گے۔
[/color][/size][/b]
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Sun Nov 28, 2010 3:14 am
by Tanwir Phool
SUBHAANALLAH , bahut khoob !
BaRi achchhi ghazal hai
Daad aur dili mubaarakbaad
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Sun Nov 28, 2010 5:39 am
by sfaseehrabbani
MoHteram Tanwir Phool sb.!
aap ka bohat shukria, bohat khush rehiaye.
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Sun Nov 28, 2010 1:46 pm
by sbashwar
محترم شاہین فصیح ربانی صاحب
السلام علیکم
بھٹک رہا ہے اندھیروں میں کارواں لیکن
کسی کی بات نہیں میرِ کارواں سنتا
بہت عمدہ غزل کہی آپنے۔ میری داد پیش ہے۔ قبول فرمائں۔
مخلص
سالم باشوار
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Sun Nov 28, 2010 4:03 pm
by sfaseehrabbani
محترم سالم باشوار صاحب!
وعلیکم السلام!
بہت زیادہ ممنون ہوں آپ کا کہ آپ نے میری حوصلہ افزائی فرمائی۔
دعاؤں میں یاد رکھیے گا۔
مخلص
شاہین فصیح ربانی
[/b]
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Mon Nov 29, 2010 3:22 am
by Nayeem Khan
Bohat khoob. Ghazal ka sheir #5 zyada pasand aayaa.
Dili daad arz hai.
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Mon Nov 29, 2010 9:26 am
by nafeesa
Hamari bhi daad qubool kijiye is khoobsurat ghazal par.
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Mon Nov 29, 2010 3:15 pm
by sfaseehrabbani
Nayeem Khan wrote:Bohat khoob. Ghazal ka sheir #5 zyada pasand aayaa.
Dili daad arz hai.
محترم نعیم خان صاحب!
آپ کی اس عنایت کے لیے تہ دل سے ممنون ہوں آپ کا،
بہت خوش رہیے۔
[/b]
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Mon Nov 29, 2010 3:16 pm
by sfaseehrabbani
nafeesa wrote:Hamari bhi daad qubool kijiye is khoobsurat ghazal par.
محترمہ نفیسہ صاحبہ! آداب عرض کرتا ہوں۔ شاد آباد رہیے۔
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Wed Dec 01, 2010 7:41 am
by azeezbelgaumi
Gazal pasand aayee.. daad hazir hai..
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Wed Dec 01, 2010 5:46 pm
by sfaseehrabbani
azeezbelgaumi wrote:Gazal pasand aayee.. daad hazir hai..
محترم عزیز بلگامی صاحب!
حوصلہ افزائی کے لیے آپ کا شکرگزار ہوں۔بہت خوش رہیے۔
[/b]
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Mon Dec 27, 2010 3:44 am
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
moHtaram S, faSeeH Rabbani SaaHib tasleemaat!
Aapki ghazal aaj hee firdoos-e-nazar huee hai, apnee dilkashee aor dilrubaaee meN bilashubah aek shaahkaar takheeq hai. shaai'r ko apne e'hed ke taqaaZooN ka eHsaas lamhah ba lamhah masaai'l-e-Hayaat se qareeb karta chala jata hai. aor ba'Z aoqaat shaai'ir apne zaahir ke inbisaat par baatin ke dukh ko tarjhee dene lagta hai. shaayad is ki aek wajah yeh ho keh baatin ke dukh ki har aahaT dimaagh-o-dil ke liye jaraaHat afza hotee hai.
Ghalib ne fan ki abdiyat ke liye jo shart lagaee the keh :pehle dil-e-gudaakhtah paedah kare koee: aap ne us par a'mal karte huwe apne fan ko jila pakhshee hai jo qaabil-e-daad-o-teHseen hai.
Muzaffar AHmad Muzaffar
Re: طرحی مشاعرہ 53 کے لیے میری کاوش
Posted: Mon Dec 27, 2010 3:58 am
by sfaseehrabbani
Muzaffar Ahmad Muzaffar wrote:moHtaram S, faSeeH Rabbani SaaHib tasleemaat!
Aapki ghazal aaj hee firdoos-e-nazar huee hai, apnee dilkashee aor dilrubaaee meN bilashubah aek shaahkaar takheeq hai. shaai'r ko apne e'hed ke taqaaZooN ka eHsaas lamhah ba lamhah masaai'l-e-Hayaat se qareeb karta chala jata hai. aor ba'Z aoqaat shaai'ir apne zaahir ke inbisaat par baatin ke dukh ko tarjhee dene lagta hai. shaayad is ki aek wajah yeh ho keh baatin ke dukh ki har aahaT dimaagh-o-dil ke liye jaraaHat afza hotee hai.
Ghalib ne fan ki abdiyat ke liye jo shart lagaee the keh :pehle dil-e-gudaakhtah paedah kare koee: aap ne us par a'mal karte huwe apne fan ko jila pakhshee hai jo qaabil-e-daad-o-teHseen hai.
Muzaffar AHmad Muzaffar
محترم مظفر احمد مظفر صاحب!
السلام وعلیکم!
آپ کی یہ گرانقدر رائے میرے لیے حوصلہ افزائی کی باعث ہے۔
اس عنایت، اس نوازش کے لیے تہِ دل سے آپ کا شکرگزار ہوں،
اللہ تعالیٰ اپ کو ہر پَل شاداں و فرحاں رکھے، آمین۔ اور مجھے اپنی دعاؤں میں یاد رکھیے گا۔
خیراندیش
شاہین فصیح ربانی
[/b]