Page 1 of 1
Tazah Ghazal dekhiey
Posted: Tue Jan 04, 2011 6:26 pm
by sajhashmi
Assalam o Alaikum
Urdubandhan k nazireen aur muntazimeen ko naya Saal mubarak ho
S Anwer Jawaid Hashmi,Karachi Pakistan
Re: Tazah Ghazal dekhiey
Posted: Wed Jan 05, 2011 6:08 am
by sbashwar
Mohtaram Syed J. Hashmi Saheb
Ghazal aur peshkash donoun bohat khoob hain.
Dadd aur mubarakbaad pesh hai.
Mukhlis
Salem Bashwar
Re: Tazah Ghazal dekhiey
Posted: Thu Jan 06, 2011 9:11 am
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
MoHtaram Anwar Jawaid SaaHib aadaab!
pesh-e-nazar ghazal aap kee bulandee-e-kheyaal aor kaamaal-e-goyaaee kee numaai'ndah ghazal hai. taraakeeb meN lateef faarsiyat, aor har tarkeem shustah, shaai'stah aor ishtiyaaq ingeZ hai. jo taghazzul ka zaai'qah paedah kar rahee hai. kaheeN bhee gumaan-e-takalluf-o-saakhtagee naheeN miltaa. balkeh barjastagee-e-kheyaal kee ramaq kalam meN maosiqiyat ka ras ghool rahee hai. daad qubool keejiye =D>
Wassalam
Muzaffar Ahmad