Page 1 of 1

Urdubandhan ke A'alami Mushaei'rah #54 ke liye Tarhi Ghazal

Posted: Thu Jan 13, 2011 3:02 pm
by aabarqi
Urdubandhan ke A'alami Mushaei'rah #54 ke liye Tarhi Ghazal

Re: Urdubandhan ke A'alami Mushaei'rah #54 ke liye Tarhi Gha

Posted: Thu Jan 13, 2011 3:36 pm
by sbashwar
محترم ڈاکٹر احمد علی برقی اعظمی صاحب
السلام علیکم

ہمیشہ کرتا تھا جو دوسروں کی چارہ گری
تَرس رہا ہے وہی آج آب و دانے کو

غزل بہت اچھی کہی آپ نے۔ میری داد اور مبارکباد قبول فرمائیں۔

مخلص
سالم باشوار

Re: Urdubandhan ke A'alami Mushaei'rah #54 ke liye Tarhi Gha

Posted: Fri Jan 14, 2011 7:51 am
by suhailsaqib
buhat khoob ....achay ashhar hai...dhairoun daad
Saqib

Re: Urdubandhan ke A'alami Mushaei'rah #54 ke liye Tarhi Gha

Posted: Sat Jan 15, 2011 6:13 am
by Tanwir Phool
:subh:
Bahut khoob !
Bari murassa' ghazal hai aur
matla' / tazmeen bhi
shaan daar hai

Re: Urdubandhan ke A'alami Mushaei'rah #54 ke liye Tarhi Gha

Posted: Mon Jan 17, 2011 4:49 pm
by sfaseehrabbani
محترم برقی اعظمی صاحب!
السلام علیکم!

واہ! کیا خوبصورت غزل عطا کی ہے آپ نے،
میری پرخلوص داد اور مبارکباد قبول کیجیے۔

مخلص
شاہین فصیح ربانی
[/b]

Re: Urdubandhan ke A'alami Mushaei'rah #54 ke liye Tarhi Gha

Posted: Wed Jan 26, 2011 5:36 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
moHtaram Barqi SaaHib aadaab-o-tasleemaat!

Khuda kare keh aap baakhaeriyat hooN, maiN bafazl-e-khada khaeriyat se hooN.
rawaaN mushai'rah ke liye aap kee muraSSa' ghazal dekhee lajawaab asha'aar aor purmaghaz maZameen ne dimaagh raoshan kar diya. meree jaanib se is khuda daad sukhan gaoee par dilee daad aor mubaarak baad qubool keejiye. mujhe yaqeen hai keh aap agle mushai'rah ke liye bhee apnee i'naayat se haath nah khencheeN ge.

safar aor deegar maSroofiyaat kee wajah se izhaar-e-raae'e meN khaaSee taakheer huee so darguzar farma deejiye ga.

Wassalam
Muzaffar AHmad