Page 1 of 1

MUSHFIQ KHWAJA KI BERSI PER 21-02-2005/2011

Posted: Mon Feb 21, 2011 3:10 pm
by sajhashmi
:bismillah:
:salaam2:
KHWAJA ABDUL HAYEE AL MAROUF MUSHFIQ KHWAJA 19 DECEMBER 1935 LAHORE MEI WILADET.EIN K WAALID KHWJA ABDUL WAHEED MASHRIQI ULOOM KY JAIEYD AALIM MAHIR E ISLAMIYAT AUR IQBALIYAT THAY. EIN K JEDD E AMJAD KASHMIR SE LAHORE AAIEY THAY. 1947 K BAAD YE GHARANA KARACHI AAGAYA.KHWAJA ABDUL WAHEED PECHS COLLEGE ME ISLAMIYAT K TEACHER,RISALA NIKALA,MUSHFIQ KHWAJA NE 1957 MI BA HON'S AUR 1958 MEI KARACHI UNIVERSITY SE IBNE INSHA K SAATH MA URDER K IMTEHANAT PAAS KEYE.ANJUMAN KA MUJALLA UNIVERSITY MAGAZINE EDIT KIYA.1957 SE 1973 TEK ANJUMAN TARRAQUI URDU MEI BABA E URDU K AUR DEEGAR MUNTAZIMEEN K SAATH TEHQIQI KAAM KIEY.MUDIR SE MAHI U R D U RAHEY MAHNAMA QUOMI ZABAN AUR QAMOUS UL KUTUB MUDIR RAHEY. SHEIRI MAJMOUA ABBIYAT 1978 MEI CHAPA.1971 SE 1997 TEK 2000 COLUMN LIKHAY KHAMA BAGOSH K QALAM SE EIN K TANQEEDI MAZAMEEN,MUSHFIQ E MENN KHWJA E MEN EIN KI SHAKHISYET AUR KARNOAMOUN PER KITABEIN CHAPEEN.RADIO PAKISTAN K LIEY 1985-86 500 FEATURES LIKHAY NASHR HOUEY.
21 FEBRUARY 2005 KO DABISTANOU K DABISTAN KARACHI KO SOGWAR KERGAIEY. PECHS KARACHI MEI AAKHRI AARAM GAAH HEY.. PERWERDIGAR EIN KI MAGHFIRET E KAMILA FERMAIEYN :ameen:
:allah_hafiz:
SYED ANWER JAWAID HASHMI,KARACHI