Page 1 of 1
Bazm e yaran mein roshan sitara they hum..ek GHazal
Posted: Sat Apr 09, 2005 11:30 am
by akifghani
Sallam!
Ek taza tareen ghazal pesh hai.
Kaisee lagi zaroor bataiey ga.
Re: Bazm e yaran mein roshan sitara they hum..ek GHazal
Posted: Mon Apr 11, 2005 9:34 pm
by Mahtab Qadr
akifghani wrote:Sallam!
Ek taza tareen ghazal pesh hai.
Kaisee lagi zaroor bataiey ga.
Akif Ghani sahib aapki nigaarish pasand aai. shukria
Mahtab Qadr
Posted: Tue Apr 12, 2005 2:32 pm
by najma
akif ghani sahib
aapki kawish achi lagii.
mashq jaarii rakhiyega.
apki tawajjoh is taraf dilana chahtii hooN.
1=saheeh lafz '' moh,r'' hay===''mo,har'' naheeN hay
(agar aap ''moh,r'' likheN gay to she,r kharij az wazn hoga.jab-keh fil hal misra.a hi ghalat hay.aap phir dekh lijiye)
2=maqt,a meiN lafz ''dulara'' aur ''ham'' kuch jacha naheeN.''dulare thay ahm'' kehne se qaafiya naheeN rahay ga.
aap yahaaN bhi gahur farmaiyye
bas zara hi mashq darkar hay, aapko.
daad qubool kijiye