Search found 13 matches

by BeeKay
Sun Dec 30, 2012 3:52 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: TaareeKh-e-Wafaat-e-Professor A. Ghafoor Ahmad-Tanwir Phool
Replies: 2
Views: 295

Re: TaareeKh-e-Wafaat-e-Professor A. Ghafoor Ahmad-Tanwir Ph

is meN koi shak nahiN keh is dour ki bay-lagam siyasat meN Prof. Ghafoor Sahib, sharafat, matanat aur diyanat ki alaamat bun chukay thay.
Allah Ta'ala unheN ghareeq-rehmat karay (aameen).

"sub kahaaN kuch laala-o-gul meN numayaaN ho gayiN .........."

bk.
by BeeKay
Tue Jan 13, 2009 6:00 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "ek aafat hai yeh jawaani bhi"taza tarhi ghazal aapkay hawaa
Replies: 3
Views: 449

Re: "ek aafat hai yeh jawaani bhi"taza tarhi ghazal aapkay hawaa

Haqeeqat, haqeeqat,
Kahaani, kahaani,
BuRhaapa, buRhaapa,
Jawaani, jawaani!!!
(na maloom)

bk
by BeeKay
Sun Aug 26, 2007 2:04 pm
Forum: Quran O Hadeec
Topic: Muflis Kaun?
Replies: 2
Views: 500

Re: Muflis Kaun?

:salaam: BK sahib ki farmaish par yeh hadees yahan post ki jarahi hai. Shukria Sbashwar Saheb, Yeh link zara phir say lagaiye gaa.... Filhaal click kernay pay sirf ooper wala message nazar aata hai, Hadees dikhaayi nahiN daytee!!! Hadees sirf us waqt nazar aati hai jub is post kay jawaab daynay kay...
by BeeKay
Sun Aug 26, 2007 11:16 am
Forum: Quran O Hadeec
Topic: Kuch Aham Ahadees
Replies: 3
Views: 462

Bahut bahut shukriya, Sbashwar Saheb!!
by BeeKay
Thu Aug 23, 2007 8:25 pm
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-AUGUST ke muntakhib shaa'r...Dr. Bashir badr
Replies: 23
Views: 5727

If by "Hasmat Saheb" you mean our very own MM, he is from Muradabad and NOT from Allahbad!

and here is Dr Bashir Badr in his own voice.....

http://mushaira.org/ppage.php?poet_name=Bashir+Badr

bk
by BeeKay
Thu Aug 23, 2007 7:21 pm
Forum: Quran O Hadeec
Topic: Kuch Aham Ahadees
Replies: 3
Views: 462

Jazakallaah! mujhay aik hadees ki talaash hai jis ka matan kuch yuN hai keh Qiyamat kay roz aik shakhs kay phaaR ki maanind buland naik a'maal doosray log samaiT kay lay jaayeN gay kiyuNkeh dunya meN voh apni zubaan pay qaboo na rakh saka thaa!! agar aap yeh Hadees talaash ker kay yehaaN post ker sa...
by BeeKay
Fri Mar 09, 2007 7:34 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Marciyah-e-Ghalib.................Altaf Hussain Hali
Replies: 8
Views: 1082

Waah wah, bahut khoob, Yasir Saheb!

bk
by BeeKay
Fri Jun 10, 2005 3:57 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Karo mujh pe itne sitam dosto
Replies: 13
Views: 892

To aap mujhe ab tak kya samajh rahay they?
"ghazal pehlay aisee kahii tou na thii,
yeh kis pay huwa hai sitam, dosto!!!?"
:wink: (beekay)
by BeeKay
Wed Jun 08, 2005 12:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Karo mujh pe itne sitam dosto
Replies: 13
Views: 892

Arayyyyyyyyyy Waaaaah wah wah!!! :rose :rose :rose :rose :rose
Kiya kehnay haiN!!! =D> =D> =D>
Bahut khoob!!!

(tum tou waaqayiiiiiiiiiiiiiiiii Shairah ban gayi ho!!! :wink: )
by BeeKay
Wed Jun 08, 2005 11:08 am
Forum: Anjuman
Topic: maahaanah [JUNE] muntaKhib sha'ir...Jigar Muradabadi
Replies: 29
Views: 3891

Bhaiyye, Muradabad kay tou tum bhi ho!! Kiya hazrat-e-jigar say koi dhaaga (geniological) milta hai kaheeN ja kay?? :wink: Jigar Muradabadi ka tarranum sunnay ki hamaari qismat hi na thee!!! :cry: per kiya un ka kalaam cassettes per mehfooz hai? :? aur kiya hi achchaa ho keh un ki kisi mushairay meN...
by BeeKay
Wed Jun 08, 2005 9:49 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: "KahaaN say kahaaN Charkh laayaa mujhay!!"
Replies: 11
Views: 1310

MaiN tou yeh dhaaga khaiNch ker bhool hi gaya thaa keh kabhi yehaaN per aaya bhi thaa! :oops: aap tamaam hazraat-o-haaziraat ka bahut bahut shukriya jinhoN nay hamen yehaaN pazeerayi bakhshi!! sbashwar, shummu (jo lagta hai is website kay "bhaag" khultay daikh ker "bhaag" hi gayi...
by BeeKay
Fri Feb 25, 2005 7:07 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: "KahaaN say kahaaN Charkh laayaa mujhay!!"
Replies: 11
Views: 1310

"KahaaN say kahaaN Charkh laayaa mujhay!!"

MaiN aaya nahiN, bulkeh laaya gay huN!!!

phir bhi

"Khush aamdeed me" plz someone!!! 8-[

BeeKay