Search found 63 matches

by Rehana.A
Wed May 16, 2007 12:42 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28 - woh rukh se niqaab aapna sirka raheN haiN.
Replies: 9
Views: 2648

Rehana Ji,eik tu dilkash Font phir umda layout aur us par say itne umda Ghazal.In sab cheezon kay leyay mere purkhulos dad qubool kejeyay. Bard Sahib/Sahiba sub say pahlay to moazrat khah hoon kah mairi kam ilmi kah amin aap ka naam pooree taraha nahien sumjh rahi ,kuch wazahat farma dain to aainda...
by Rehana.A
Wed May 16, 2007 12:38 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28 - woh rukh se niqaab aapna sirka raheN haiN.
Replies: 9
Views: 2648

MoHtarma Rehanah JanaN SaaHibah Aadaab Aapki tarahee Ghazal pasand aaii. Meree janib se daad qubool farmaaiye. Aapka MuKhliS Jawaid Jawaid Sahib! ye mairi khush naseebi hey kah aap mairi huoSla afzaa,i farma rahey haien,yaqeenan huoSla afz,aa karna bhi aik naiki ka hi kaam hey, kah ye bhi insaan ki...
by Rehana.A
Sun May 13, 2007 1:47 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28
Replies: 15
Views: 2408

mashAllah buhut achhi ghazal hey mubarakbaad qabool kijiay .
by Rehana.A
Sat May 12, 2007 12:58 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28 - woh rukh se niqaab aapna sirka raheN haiN.
Replies: 9
Views: 2648

wah Rehana ji ye tou karishma hougaya........... shayad pehli baar aapko urdubandhan ke moshaire mein hissa lete hue dekhi. aek umda kalaam pesh karne per daad aur mubarakbaad qubool keejiye. sara buhut shukriya Sara magar ..........ye bhi sach hey kah ye pahlee baar nahien :-) karishmay sa hum ko ...
by Rehana.A
Sat May 12, 2007 12:51 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28 - woh rukh se niqaab aapna sirka raheN haiN.
Replies: 9
Views: 2648

moHtarmah Rehanah AHmad JanaN SaHibah aadaab-o-tasleemaat! Awwal-ul-zikr to aap kee bazm-e-mushae'irah meN tashreef aawaree ke liye aap ka teh-e-dil se mamnoon hooN. aap ne apnee a'lalat ke bawajood ham sam hee himmat baRh~ate huwe Ghazal keh kar apnee Urdu dostee ka bh~ar poor Caboot faraham kiya ...
by Rehana.A
Wed May 09, 2007 6:25 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28 - woh rukh se niqaab aapna sirka raheN haiN.
Replies: 9
Views: 2648

Guzarish#28 - woh rukh se niqaab aapna sirka raheN haiN.

Sadar majlas oer sub saathiuon ki khidmat mien
apni koshish paish kar rahi hoon ,aap ki aaraa ka intzaar rahey ga. :-)

Image
by Rehana.A
Sat May 05, 2007 5:17 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28 ke liye apnee ma'mulee se koshish!
Replies: 12
Views: 1586

Muzaffar Bhaai! aap ki ghazal buhut pasand aa,i khaas toor par yeh sher to aisa lagta hey kah aap nay mairay hasab-e-haal likh diya hey :-) hameN qatl kar ke sar-e-rah-e-ulfat woh apnee ada par miTe jaa rahe haiN! buhut khuob Muz^affar bh~ala is kee ta'beer kiya hai? Woh ka'bah-e-dil meN chale aa r...
by Rehana.A
Fri May 04, 2007 9:18 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik khoobSoorat ghazal---------------Muhammad K. Siddiqui
Replies: 19
Views: 2207

Khawar sahib! aap ki ghazal buhut pasand aa,i khaas too par jaan e ghazal hey yeh sher hameiN dijiaye 'ehdo o peemaan saaray abhi un pe taar e wafaa bandhtay haiN. baRa khoobSoorat takhuyyul hai :Khawar:, woh zakhm e jigar par ridaa bandhtay haiN. takhuyyal ki uRaan kay kya kahnay haien waah bay had...
by Rehana.A
Thu May 03, 2007 10:40 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 27 -------------- Muhammad K. Siddiqui
Replies: 16
Views: 1745

Khawer saheb ! is sher ko kuch yoon likh lijiay massla hi hal ho ja,ay ga yehi to baat sachi hey so kahni hey tumhaien Khawer her ikk may ko pienay say Muslumaani nahien jaatee (agar wazan ki ghaltee ho to darust kar lijiay ga) kisi bhi mashroob ko piena kahien bhi man,aa nahien haan Khumar yaani a...
by Rehana.A
Mon Apr 30, 2007 6:02 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guzaarish #27 haamidbaaqari
Replies: 9
Views: 740


Hamid Baqree Sahib! as khuobsuorat takhleeq par dili
daad o mubarak baad paish kartee hoon .
humain is say mahzooz honay ka moq,aa dainay ka buhut shukriya.


Image
by Rehana.A
Mon Apr 30, 2007 3:48 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 27 par Janab Nazir Saheb ki mukhtasar Ghazal
Replies: 6
Views: 408

Mohtaram sir! ki ghazal aik arsa baad paRhnay ka moq,aa mila , kya baat hey ? mashallah :rose :rose :rose nahien haien sher yeh un kay,mojhay tasveerain lagtee haien sabhi haien boolteen , jazoon ki juolaani ki juolaani nahien jaati :grin: dil ki gahraauon say du,aa nikaltee hey kah Khuda Sirko moj...
by Rehana.A
Sun Apr 29, 2007 7:37 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 27 -------------- Muhammad K. Siddiqui
Replies: 16
Views: 1745

Re: Guzarish 27 -------------- Muhammad K. Siddiqui

Tamam yaaraan e bazm ko salam, chooNke safar meiN hooN iss leeaye koi khaaS iraadaa na thaa is bar tarHi moshairay ke leeaye kuch likhne ka. Laikin ustaad e mohtaram Janab Nazir SaHeb ki ghazal daikhi to dil kiyaa ke kuch likh hi dooN. do chaar sha'er pehlay ke likh rakhay thay. do chaar oar Daal k...
by Rehana.A
Fri Apr 27, 2007 6:34 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#27
Replies: 6
Views: 782

moHtarmah ReHanah AHmad JanaaN SaHibah tasleemaat! :rose aap kee Ghazal par hamare bh~aee Hamid Baqri SaHib aor hamare shafeeq-o-nuqt^ah fehem bh~aee MoHammad Khawar saHib ne jitne peyaar aor muHabbat se gul haa-e-teHseen nich~awar kiye haiN. Haqeeqat to yeh hai keh aap ka Haq bh~ee yahee hai. in m...
by Rehana.A
Fri Apr 27, 2007 6:21 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#27
Replies: 6
Views: 782

Salam REHAANA JI, aap ne kamaal kar diyaa hai. ghazal bohat shaandaar hai. aik aik lafaz moteeyoN ki taraH sajaa huwaa hai. aor har har khyaal subH roshan ki taraH Saaf hai. matl'a, girah aor maqt'a bhi zabardast haiN. ghazal aisi lateef hai ke girah meiN "go" ka wao giraana jaisi maamool...
by Rehana.A
Fri Apr 27, 2007 6:06 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#27
Replies: 6
Views: 782

Re: Guzarish#27

Assalaam o alikumj mohtaramah rehana saahebah hum sab tiflay maktab haiN. har lamha seekhtay haiN. is raah meiN kayee ghaltiyaaN bhi hoti haiN humsay.magar hamaari mehnat aur lagan,zabaanay urdu say hamaari belaus mohabbat,mukhlis urdudaanoN ki dosti aur unkay pyaar nay hameN kabhie ruknay nahiN di...