Search found 348 matches
- Mon Jan 26, 2009 5:43 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ::sar miraa raah-e-maHabbat meiN kaTaa hai to sahii ::
- Replies: 2
- Views: 293
Re: ::sar miraa raah-e-maHabbat meiN kaTaa hai to sahii ::
Mohtaram Zia Baloch Saheb :salaam: har musalmaan ki deRh eeNt ki masjid hai alag deen bhii seNkRoN tukRoN meiN baTaa hai to sahii ! Kaise hain aap? Kafi muddat baad apne ek khoobsurat ghazal se nawaza hai. Ghazal ka har sheir pasand ayaa. Merid daad aur mubarakbaad qubool farmayen. Mukhlis Salem ...
- Fri Jan 23, 2009 4:43 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ::sar miraa raah-e-maHabbat meiN kaTaa hai to sahii ::
- Replies: 2
- Views: 293
::sar miraa raah-e-maHabbat meiN kaTaa hai to sahii ::
Yaaran-e-Anjuman, aadaab ! aaj muddatoN baa'd is KhoobSoorat Anjuman meiN apne tazaha tarahi kalaam ke saath Haazir hooN ! ummeed hai k apnii qeemati aaraa se navaazeN ge ! shukriya :: Urdu Version :: http://www.geocities.com/starmind_uk/hai_to_sahii2.gif :: Roman Version :: 1. sar miraa raah-e ...
- Mon Jan 12, 2009 6:29 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Eid ka din hai!
- Replies: 4
- Views: 391
Re: Eid ka din hai!
muzaffar bhaa'ii, aadaab ! kaise mizaaj haiN ? :) muddatoN baa'd is bazm meiN kuchh likhne ka moqa' milaa hai ! dilii masarrat se dochaar hooN ! :) aap kii Ghazal jii jaan se pasaNd aa'ii ! maiN ne bhii is zameen meiN kabhii aek Ghazal kahii thii ! jis ka maqta' aap ko sunaana chaahoN gaa ...
- Sun Mar 09, 2008 6:48 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: :: kyaa Khabar maiN ne kis ko dekhaa hai ::
- Replies: 2
- Views: 375
:: kyaa Khabar maiN ne kis ko dekhaa hai ::
yaaran-e-anjuman, aadaab ! aaj aap ke saamne apnii taazah tareen Ghazal ke saath Haazir-e-Khidmat hooN ummeed hai k apnii qeemati aaraa aur tanqeed se navaazeN ge ! shukriya :: Urdu Version :: http://www.geocities.com/starmind_uk/kyaa_khabar_main_ne_kis_ko_dekhaa_hai.gif :: Roman Version :: 1. yeh ...
- Thu Feb 21, 2008 10:32 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ho gayee me'raaj-e-i'shq-o-a'ashiqee HaaSil hameN!
- Replies: 8
- Views: 690
moHtaram Janaab Sarwar SaaHib, aadaab ! Urdu Shaai'ree meiN to mujhe is tarkeeb ke Haavale se koii micaal yaad naheeN , haaN , albatta Farsi shaai'rii se aek micaal de saktaa hooN fil-Haal ! Maulaana Romi ka aek mash'hoor she'r hai : عقل در شرحش چو خر در گل بخفت شرح عشق و عاشقی هم عشق گفت :: Roman m ...
- Tue Oct 23, 2007 9:33 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: :: baarish-e-saNg meiN jee bhar ke nahaayaa jaaye ! ::
- Replies: 3
- Views: 462
:: baarish-e-saNg meiN jee bhar ke nahaayaa jaaye ! ::
Yaaran-e-Anjuman, aadaab ! aaj phir aap kii Khidmat meiN apnii taazah-tareen Ghazal ke saath Haazir hooN ! ummeed hai k apnii qeematii aaraa se Hasb-e-ma'mool navaazeN ge ! :) shukriya :: Urdu Version :: http://www.geocities.com/starmind_uk/kyoon_na_dil.gif :: Roman Version :: 1. kyooN na dil ...
- Tue Oct 23, 2007 9:05 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: :: baal-e-jibreel jal na jaaye kaheeN ::
- Replies: 3
- Views: 479
Re: :: baal-e-jibreel jal na jaaye kaheeN ::
Yaaran-e-anjuman, aadaab ! aaj aek a'rSa baa'd aap kii Khidmat meiN apnii aek taaza tareen Ghazal ke saath Haazir hooN, ummeed hai k apnii naaqidaana raaye se navaazeN ge! shukriya :: Urdu Version :: http://www.geocities.com/starmind_uk/kaheeN.gif :: Roman Version :: 1. zulf kii raat Dhal na jaaye ...
- Wed Oct 10, 2007 8:23 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: :: baal-e-jibreel jal na jaaye kaheeN ::
- Replies: 3
- Views: 479
:: baal-e-jibreel jal na jaaye kaheeN ::
Yaaran-e-anjuman, aadaab ! aaj aek a'rSa baa'd aap kii Khidmat meiN apnii aek taaza tareen Ghazal ke saath Haazir hooN, ummeed hai k apnii naaqidaana raaye se navaazeN ge! shukriya :: Urdu Version :: http://www.geocities.com/starmind_uk/kaheeN.gif :: Roman Version :: 1. zulf kii raat Dhal na jaaye ...
- Mon Sep 10, 2007 9:00 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: :: kabhii jigar to kabhii dil ko daaGh-daar kiyaa ! ::
- Replies: 6
- Views: 1191
Ziaa bh~aaii, aadaab, huZoor vaah! "curaYYaa" "murgh" aur "buland-parwaazi" ka paRh~ ker mujh~ay to Iqbaal Yaad aa gaYe. jaisay keh "rif'at maiN maqaaSid ko hamdoSh-e-curaYYa ker, woh daagh-e-mahabbat day, jo chaand ko sharma day" darj-e-zail aSh'aar bahut pasand aaye. na poochh murGh-e-junooN ki ...
- Sun Sep 09, 2007 7:47 am
- Forum: Moshaairah
- Topic: "Miree saadagee dekh kiyaa Chahataa hooN" # 32
- Replies: 7
- Views: 2305
Saara behnaa, aadaab ! is Ghazal kaa lutf to ham pehle hii Uthaa chuke haiN ! magar Ghazal aisii hai k har baar paRhne se aek naye lutf kaa iHsaas hotaa hai ! yehi is kii kaamyaabii kii daleel bhii hai ! ;) yuuN to poorii Ghazal hii Khoob hai albatta sher # 3 to "JAAN-LEVA" hai !! KhuSooSii daad ...
- Fri Sep 07, 2007 6:18 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: :: kabhii jigar to kabhii dil ko daaGh-daar kiyaa ! ::
- Replies: 6
- Views: 1191
:: kabhii jigar to kabhii dil ko daaGh-daar kiyaa ! ::
Yaaraan-e-anjuman, aadaab ! bahut pehle aek KhaaS mauqa' par aek she'r ho gayaa thaa "jise na khool sakii gardish-e-zamaanaa bhii kisii ki aaNkh ne voh raaz aashkaar kiyaa!" aaj us aek she'r ne Ghazal kaa roop dhaar liyaa to sochaa kyooN na aap ki a'aadalat-e-a'aaliyaa meiN paish karooN .ummeed ...
- Fri Sep 07, 2007 6:15 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: :: kabhi ik chiraaGh jalaa diyaa, kabhi ik chiraaGh bujhaa d
- Replies: 3
- Views: 578
- Thu Sep 06, 2007 5:22 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal
- Replies: 4
- Views: 579
Waqaar bhaa'ii, aadaab ! maiN is KhoobSoorat MeHfil meiN tah-e-dil se aap kaa isteqbaal kartaa hooN ! aap jaisii suKhanwaroN ki is MeHfil ko saKht zaroorat hai ! aap kii aamad se yaqeena" meHfil ki raunaqoN meiN izaafa hogaa ! Khush-aamadeed !! :) aap kii Ghazal to SaaHib laa-javaab hai ! aap kaa a ...
- Mon Sep 03, 2007 8:45 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: andheri shab , diyaa , jugnu , qamar , naiN
- Replies: 5
- Views: 820
muHtaram janaab RuKhsaar Saahib, aadaab ! kaise mizaaj haiN ? jaisaa k aap jaante haiN k aap kii yeh Ghazal bahut pehle nazar se guzrii thii , magar ba-wujooh daad na de sakaa ! , sochaa aaj voh qrz chukaa dooN ! magar kahaaN SaaHib ! aap kii Ghazal is qadar u'mdah aur nafees hai k maiN laakh daad ...
- Mon Sep 03, 2007 8:02 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: :: kabhi ik chiraaGh jalaa diyaa, kabhi ik chiraaGh bujhaa d
- Replies: 3
- Views: 578
Zia salaam, w/salaam Saara behnaa jee :) w/salaam barson baad ( :-) ) aate hain ghazal ke saath aate hain aur humara ghussa bhagaa dete hain aise bhi bhai houte hain [-( vuhii to ! aek to aate haiN barsooN baa'd aur opar se Ghazal bhii laate haiN GhuSSaa bhagaane vaalii , aise bhaa'ii hote to haiN ...