Search found 23 matches
- Fri Sep 30, 2005 6:16 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: pooch`iYe mire dil se intiz^aar kaa a'alam!
- Replies: 8
- Views: 591
Re: pooch`iYe mire dil se intiz^aar kaa a'alam!
yaaraan-e-meHfil: aadaab-o-tasleemaat! ph`ir mujh`e deedah-e-tar yaad aayaa! dil jigar tishnah-e-faryaad aayaa! (Ghalib) makaan kyaa badlaa Mall kee woh sair hee Khwaab-o-Khayaal ho kar reh gayee jis ne jaane kitnee SubHeN taabindah kee th`eeN! lekin yaadoN ko koyee kaise rok saktaa hai? aur yeh bh ...
- Thu Sep 29, 2005 5:50 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: shab-e-hijr merii azaaboN meiN guzrii(taaza ghazal)
- Replies: 20
- Views: 1724
Re: aoa
shummu ji buhat khoob. umda ghazal hay. shukra hay ka aap nay matlay chooR kar ghazal likhna shorro ki. aap nay buhat taraqi ki hay. mashallah. bay maza rat ka too jawab nahi buhat umda ghazal hay buhat si dad poet Bahut bahut nawazish POET jee..aap ki baaton se aisa lag raha hai kahin aap woh to ...
- Tue Sep 27, 2005 12:19 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: nigaah Khud pah jo Daalee to yeh huwaa ma'loom!
- Replies: 6
- Views: 376
aoa
janab a raz sahib aap ki ghazal paRhi. buhat umda kalam hay. ji too chahta hay ka har sher par alag alag tabsira karain. lakin main kahan aur ya wabal kahan. har sher tawajoo khainchta hay. la maloom agarchah darust tarqeeb nahi samjhi jati. lakin is main aisi kamal muharat kay sath aap nay ya ...
- Tue Sep 27, 2005 11:50 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: shab-e-hijr merii azaaboN meiN guzrii(taaza ghazal)
- Replies: 20
- Views: 1724
aoa
shummu ji buhat khoob. umda ghazal hay.
shukra hay ka aap nay matlay chooR kar ghazal likhna shorro ki. aap nay buhat taraqi ki hay. mashallah.
bay maza rat ka too jawab nahi
buhat umda ghazal hay
buhat si dad
poet
shukra hay ka aap nay matlay chooR kar ghazal likhna shorro ki. aap nay buhat taraqi ki hay. mashallah.
bay maza rat ka too jawab nahi
buhat umda ghazal hay
buhat si dad
poet
- Tue Sep 27, 2005 11:44 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: :: Mere maHboob (naz^m)::
- Replies: 8
- Views: 517
aoa
zia sahib mashallah buhat umda nazm hay.
kia khoob talmeehat aur istarat istimal kay hain.
dad qabool farmain
poet
kia khoob talmeehat aur istarat istimal kay hain.
dad qabool farmain
poet
- Fri Sep 02, 2005 7:27 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ghazal: shaam khiRkiyoN se
- Replies: 4
- Views: 441
muhtarma naheed sahiba adab aap ki taza ghazal paRhi hasb a mamool kiyalat taqatwar hain. taqreebaan tamam ashar hi achay lagay. lakin naheed sahiba is ghazal main aik technical khami hay ka is nazm main qafiya nahi hay. ham jantay hain ka aap kia jawab dain gi. lakin woo beharhal ghalt hooga "ti ...
- Fri Sep 02, 2005 7:19 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aik Nazm: Kashf
- Replies: 20
- Views: 1405
Re: achchi nazm hei kashf
MuHtaramah Naheed Verk Saahibah, Purkhuloos Tasleemaat, Aapki nazm meiN markazi khayaal bahut hii dilkash hei. Aazad nazm ke taAalluq se meri apni zaati raaye yeh hei keh usko aek hii beHr meiN hounaa chaahiye macalan aap ne is beHr ko ikhtiyaar kiye: (faa'ilaa'tun .. fa'ilaa'tun... faii'laatun ...
- Fri Aug 26, 2005 9:01 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aik Nazm: Kashf
- Replies: 20
- Views: 1405
muhtrama naheed sahiba ham aik kam ilm insan hain. hamaray ilm main aap ka bataya howa wazn nahi. albatta aik rukn kay izafay kay sath nazm mufaeelun main aajati hay. shayad ham chand rooz main aap kay batay howay wazn kay baray main kuch kahain. aik aur bat hamian dar hay ka aap joo hamain smajah ...
- Thu Aug 25, 2005 5:31 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aik Nazm: Kashf
- Replies: 20
- Views: 1405
- Thu Aug 25, 2005 9:47 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aik Nazm: Kashf
- Replies: 20
- Views: 1405
- Wed Aug 24, 2005 6:17 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aik Nazm: Kashf
- Replies: 20
- Views: 1405
- Wed Aug 24, 2005 1:01 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: samagayaa suraj -aik taza ghazal
- Replies: 16
- Views: 961
- Wed Aug 24, 2005 12:31 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aik Nazm: Kashf
- Replies: 20
- Views: 1405
naheed ji adab. nazm paRhna hamisha hamain buhat acha lagta hay aurba zum a khaish ham nazm kay achay parikh bhi hain. ham aap ki nazm ka tajziya karna chah rahay thay. hamaray mushhiday kay mutabiq tamama urdu forums par nazm kahnay waly sirf doo teen loog hi hain. aur app ki soorat main un main ...
- Tue Aug 23, 2005 12:00 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aik Nazm: Kashf
- Replies: 20
- Views: 1405
naheed ji adab. nazm paRhna hamisha hamain buhat acha lagta hay aurba zum a khaish ham nazm kay achay parikh bhi hain. ham aap ki nazm ka tajziya karna chah rahay thay. hamaray mushhiday kay mutabiq tamama urdu forums par nazm kahnay waly sirf doo teen loog hi hain. aur app ki soorat main un main ...
- Thu Jul 28, 2005 9:41 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Aek taazah Ghazal on 26th July, 2005. Abdullah Nazir.
- Replies: 5
- Views: 581
Re: Aek taazah Ghazal on 26th July, 2005. Abdullah Nazir.
MuHtaramaat o MuHtarameen Arbaab-e-MeHfil aur Ahbaab-e-sukhan, Purkhuloos Tasleemaat, Aek taazah ghazal pesh karrahaa hooN ummeed ke pasand aayegi. GHAZAL Roman meiN: 1- pesh kyaa aayi thii ik rouz safar kii uljhan reh gaiee saath mire shaam o saHar kii uljhan 2- dil se jaataa hii nahiN souz-e ...