Search found 427 matches

by hassan_bashir
Sat Sep 17, 2005 4:46 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#19--TANHAII/TANHAA
Replies: 37
Views: 4982

Dil ke aramaaN aaNsuoN maiN beH gaYe
Hum wafaa kar ke bhi Tanhaa reH gaYe
by hassan_bashir
Sat Sep 17, 2005 4:43 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'dAAL' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 36
Views: 4860

Dilli ho to basane ki tavaqqo ho dobaara
UjaRa hua dil phir se basaaya nahiN jaata
by hassan_bashir
Thu Sep 15, 2005 1:04 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#19--TANHAII/TANHAA
Replies: 37
Views: 4982

meri TanhaaeeyoN tum hee lagaa lo mujh ko seene se
ke maiN ghabraa gayaa hooN is tarah ro ro ke jeene se


~ Bahadur shah zafar ~
by hassan_bashir
Thu Sep 15, 2005 1:01 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'dAAL' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 36
Views: 4860

dard ke phul bhee khilate haiN bhikhar jaate haiN
zakm kaise bhi hoN kuch roz maiN bhar jaate haiN


~ javed akhtar ~
by hassan_bashir
Thu Sep 15, 2005 8:15 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'KHE' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 38
Views: 9633

khud se mil jaate to chaahat ka bharam reh jaata
kyaa mile aap jo logoN ke milaane se mile
by hassan_bashir
Thu Sep 15, 2005 8:13 am
Forum: Anjuman
Topic: anta_aksharii...gaanoN kii bait_baazii
Replies: 342
Views: 31718

woh shaam kuch ajeeb thi yeh shaam bhi ajeeb hai
woh kal bhi paas paas thi woh aaj bhi qareeb hai

YE se
by hassan_bashir
Thu Sep 15, 2005 8:07 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75247

Zindagi ek sulagtee see cheeta hai 'Saahir'
shola banati hai na bujh kar yeh dhuaN hoti hai

shola / hai
by hassan_bashir
Thu Sep 15, 2005 7:57 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101209

koee wada nahiN kiya lekin kyuN tera intezaar rehtaa hai
be wajah jab qaraar mil jaaye dil baRa be qaraar rehata hai
by hassan_bashir
Thu Sep 15, 2005 7:53 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40807

ghar se masjid hai bohat door chalo yuuN kar leN
kisee rote hue bachche ko haNsaaya jaaye
by hassan_bashir
Thu Sep 15, 2005 7:50 am
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46038

kyuN dareN zindagi maiN kyaa hogaa ?
kuch na hoga to tajrubaa hogaa !
by hassan_bashir
Thu Sep 15, 2005 7:48 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#19--TANHAII/TANHAA
Replies: 37
Views: 4982

zindagi yuuN hui basar Tanhaa
qaafila saath aur safar Tanhaa
by hassan_bashir
Thu Sep 15, 2005 7:44 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'dAAL' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 36
Views: 4860

Dil na ummid to nahiN nakaam hee to hai
Lambhi hai ghum ki sham magar sham hi to hai
by hassan_bashir
Thu Sep 15, 2005 7:40 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-SEPT ke muntakhib shaayar:JAUN ELIYA
Replies: 28
Views: 1763

Aadab, Khud se ham ik nafas hile bhii kahaa.N us ko Dhuu.NDhe.n to vo mile bhii kahaa.N Khemaa-Khemaa guzaar le ye shab subah-dam ye qaafle bhii kahaa.N ab ta'mul na kar dil-e-Khud_kaam ruuTh le phir ye sil_sile bhii kahaa.N aao aapas me.n kuchh gile kar le.n varnaa yuu.N hai ke phir gile bhii kaha...
by hassan_bashir
Wed Aug 31, 2005 5:42 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#18--NAAM
Replies: 49
Views: 6139

jab Naam tera pyaar se likhatee haiN uNgaliyaaN
Meri taraf zamaane kee uthatee hiaN uNgaliyaaN
by hassan_bashir
Wed Aug 31, 2005 5:40 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'KHE' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 38
Views: 9633

Khuli jo aaNkh to woh tha na woh zamaanaa tha
Dehaktee aag thee tanhaaee thee fasaanaa tha