Search found 427 matches

by hassan_bashir
Wed Aug 31, 2005 5:35 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75247

Wo uThe hai.n leke hom-o-subuu, arey o 'Shakeel' kahaa.N hai tuu
Teraa jaam lene ko bazm me.n koii aur haath ba.Daa na de

Teraa ~ de
by hassan_bashir
Tue Aug 30, 2005 2:30 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'KHE' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 38
Views: 9633

Khuda zubaan ko kuch aur us ki talkh kare
mere zameer ko is shakhs ne jhiNjhod diya
by hassan_bashir
Tue Aug 30, 2005 2:26 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46038

mujh se kyaa puchte ho zindagi ke baare maiN ?
ajnabee bataaYe kyaa ajnabee ke baare maiN !
by hassan_bashir
Tue Aug 30, 2005 2:23 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#18--NAAM
Replies: 49
Views: 6139

tuu kahiN bhee rahe sar par tere ilzaam to hai
tere haathoN ki laqeeroN maiN mere Naam to hai
by hassan_bashir
Tue Aug 30, 2005 1:14 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: KHUSHAAMADEED HASSAN_BASHIR
Replies: 10
Views: 1239

ehsaas wrote:hassan bashir sahib

urdubandhan per buhut buhut khush amdeed

janab Ehsaas saaHib !

bohat shukriya
by hassan_bashir
Tue Aug 30, 2005 1:13 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: KHUSHAAMADEED HASSAN_BASHIR
Replies: 10
Views: 1239

sbashwar wrote:Janaab Hassan Bashir Sahib
ASAK
Bohat bohat Khush-Amdeed.
Shukria
Salem Bashwar


mohtram Salem Bashwar saaHib!

bohat bohat shukriya

Hassan
by hassan_bashir
Tue Aug 30, 2005 1:11 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: KHUSHAAMADEED HASSAN_BASHIR
Replies: 10
Views: 1239

sara_j wrote:Hassan Bashir saahib aapka urdubandhan per isteqbal hai.
Bohat bohat shukriya Sara jee !
by hassan_bashir
Tue Aug 30, 2005 1:10 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: KHUSHAAMADEED HASSAN_BASHIR
Replies: 10
Views: 1239

Re: KHUSHAAMADEED HASSAN_BASHIR

Salaam Hassan..meri invitation mein yahan tashreef laane ka behad shukriya...bahut achcha lag raha hai aap ko yahan dekh kar ...aate rahiyega aur bazm mein shareek hote rahiyega... :grin: A VERY WARM WELCOME TO U :-) ENJOY UR STAY! Shumaila Shumaila jee ! is nachiz ki izzat afzaai ka behad shukriya...
by hassan_bashir
Mon Aug 29, 2005 6:49 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz#7 khul ke mil bas muNh chupaanaa choRde !!!
Replies: 4
Views: 205

Re: Guz#7 khul ke mil bas muNh chupaanaa choRde !!!

1.phul kyuN na muskuraana chouRde tu agar gulshan maiN jaana chouRde 2.aabhi jaa ke ab sataana chouRde mujh se milne ka bahaana chouRde 3.kaise teraa dar deevaana chouRde haaN dariChey maiN tu aanaa chouRde 4.darr na ab rasm-e-Zanaama chouRde "khul ke mil bas muNh chupaana chouRde" 5.yaad...
by hassan_bashir
Mon Aug 29, 2005 6:33 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz#7 khul ke mil bas muNh chupaanaa choRde !!!
Replies: 4
Views: 205

Re: Guz#7 khul ke mil bas muNh chupaanaa choRde !!!

wah bhai khoob aamad ho rahi hain...mashaAllah...chaliye aate hain aapki ghazal ki jaanib....arey wah aap bhi matlon ki bauchaar karte hue nazar aa rahe hain meri tarah :lol: shumaila jee yeh to halki sii fuNhaar hai aage aage dekheN matloN ki barsaat bhi hogi aap hii ki tarah .. :grin: 1.phul kyuN...
by hassan_bashir
Sun Aug 28, 2005 5:54 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz#7 khul ke mil bas muNh chupaanaa choRde !!!
Replies: 4
Views: 205

Guz#7 khul ke mil bas muNh chupaanaa choRde !!!

Assalam-o-alikum Guz#7 ke misre "khul ke mil bas muNh chupaanaa choRde" par ki gaee taabAzmaai aap sab ke nazr kar rahaa hooN ummid hai aap sab ko pasaNd aaYegi. apni qeemati aara'a se zaroor navaazeN. dar'asal maine yeh forum 2 roz pohle hi join ki hai aur kal hi yeh misraa nazar se guzra...
by hassan_bashir
Sun Aug 28, 2005 3:25 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz #8 khtaa hoti hai saaHib aadmi se ...!!!
Replies: 8
Views: 678

moHtaram janaab Hasab basheer SaaHib, aadaab janaab , aaj shaayad pehlee baar , aap ki koi Ghazal naz^ar-nawaaz hoi hai, maashaa Allah bohut Khoob likhte haiN aap , nehaayat hi pyaaraa andaaz hai ! aap ka lab-o-lehja pasand aayaa ! tamaam asha'aar Khoob haiN ! daad qabool kejeye ! shukriya moKhliS:...
by hassan_bashir
Sun Aug 28, 2005 7:53 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#17--DAREECHA
Replies: 19
Views: 2168

Dard ke phul bhee khilate haiN bikhar jaate hiaN
Zakhm kaise bhi hoN kuch roz maiN bhar jaate hiaN

Us Dareeche maiN bhi ab koi nahiN aur hum bhee
Sar jhukaaYe hue chup-chaap guzar jaate haiN
by hassan_bashir
Sun Aug 28, 2005 7:37 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-AUGUST ke muntakhib shaa'r...Dr. Bashir badr
Replies: 23
Views: 5711

Aadab, Kahii.n chaa.Nd raaho.n me.n kho gayaa kahii.n chaa.Ndanii bhii bhaTak ga_ii Mai.n charaaG woh bhii bujhaa huaa merii raat kaise chamak ga_ii Merii daastaa.N kaa uruuj thaa terii narm palako.n kii chhaa.Nv me.n Mere saath thaa tujhe jaaganaa terii aa.Nkh kaise jhapak ga_ii Kabhii ham mile to...
by hassan_bashir
Sun Aug 28, 2005 7:14 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-AUGUST ke muntakhib shaa'r...Dr. Bashir badr
Replies: 23
Views: 5711

Aadab, mere saath tum bhii duaa karo yuu.N kisii ke haq me.n buraa na ho kahii.n aur ho na ye haadasaa ko_ii raaste me.n judaa na ho mere ghar se raat kii sej tak vo ik aa.Nsuo.N kii laqeer hai zaraa ba.D ke chaa.Nd se puchhana vo isii taraf se gayaa na ho NOTE: Some books have the first misra of t...