mohtaram 'Aziiz, Muzaffar aur Naiyer saahibaan -
vaqt ki qillat aur kaam ki masroofiyaat ki vajh se aaj tak javaab dene
se qaasir rahaa. aaj kuchch vaqt mila to fauran aap sab ki hausla.afzaai
aur pazeeraai ka shukriya kehna aa gayaa. aap sab ka bahut mamnoon.
naacheez.
Search found 3 matches
- Sat Feb 21, 2009 3:53 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: Guzaarish#49: tarahi Ghazal
- Replies: 4
- Views: 715
- Thu Feb 05, 2009 1:57 pm
- Forum: BeHc o MubaaHica
- Topic: lafz.e.nagree yaa nagaree??
- Replies: 2
- Views: 2080
Re: lafz.e.nagree yaa nagaree??
is lafz kaa saHeeH talaffuz "NAGRI" hii hai na k "nagari" jaise ham "naukar" se nikle huye lafz ko "NAUKRI" kahte haiN na k "naukari"; jaise Hiran se Hirnii, dharan se dharnii hai. ek aur misaal zehn meN aatii hai go k vo lafz Hindii kaa nahiiN phir bhii...jigar se niklaa huaa lafz ko ham "JIGRI ...
- Tue Feb 03, 2009 1:51 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: Guzaarish#49: tarahi Ghazal
- Replies: 4
- Views: 715
Guzaarish#49: tarahi Ghazal
aadaab 'arz hai - yeh Ghazal meri bahut hi puraani hai aur hamaare shehr ke mush'aaire meiN isi Ghazal ka misr'a 1995 meiN ba.taur-e-tarah diya gayaa tha, jis meiN naacheez ko bhi shirkat ka mauq'a mila tha. lehaaza vohi Ghazal aap sab ki Khidmat meiN yahaaN bhi pesh karne ki jurrat kar raha hooN ...