Search found 4 matches
- Wed Jan 03, 2007 4:15 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: apni purani ghazal pesh karrahi hoo.n ...dunya dehlawi
- Replies: 2
- Views: 160
apni purani ghazal pesh karrahi hoo.n ...dunya dehlawi
asaatiza e kiram aur sukhan dousto,
adaab o taslimaat,
Apki khidmat meiN apni aek purani ghazal pesh karrahi hoo.n. Ummeed ke apni qeemati araa se faizyaab houne ka mauqa denge.
Dunya.l
Ghazal
Kya karun vasf e jaur o sitam dousto
Dil shikastah hei aur aankh nam dousto
Ham bhi thay apni dunya ...
- Tue Jan 02, 2007 10:34 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ehtamam-e-bahar karte haiN!
- Replies: 2
- Views: 180
achchi ghazal hei waah
MuHtaram Muzaffar Ahmad Muzaffar Sahib,
Adaab o taslimaat,
Aapki ghazal paand aayi. Daad o mubarakbad hazir e khidmat hei.
seenah-o-dil figaar karte haiN
ehtamam-e-bahaar karte haiN.
Matla bahut khoob hei.
ham haiN maqroZ^-e-zeest kuch~ aese
zindagee musta'aar karte haiN.
Qiblah, aap ne ...
- Sun Dec 17, 2006 6:33 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: dil ke zakhmaoN ko ham chupate rahe. dunya dehlawi
- Replies: 2
- Views: 195
dil ke zakhmaoN ko ham chupate rahe. dunya dehlawi
ahl-e-bazm,
taslimat,
aek mamuli si ghazal lekar hazir houee hoon. Ummid ke apne raye se navazenge.
GHAZAL
======
dil ke zakhmaoN ko ham chupate rahe
zindah rehne ko muskurate rahe
raat din jab wo aazmate rahe
jankar ham fareb khate rahe
ba'd ik umr ke houaa mehsoos
haal-e-dil sang ko ...
- Sun Dec 17, 2006 1:42 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Meri booooooohat puranee Gazal..............
- Replies: 7
- Views: 569
api ghazal bahut achi lagi
HaZrat Jawaid Badauni Saaheb,
Aadab o taslimat,
Apki ghazal parhkar bahut lutf aayaa, Meri dili dad qubool keeje.
jitnee baar gaye gulshan tak
kaanTe hi aaye daaman tak
kaise kaise moR aate haiN
Khuwaahish.e fun se manzil.e fun tak
Zikr chalaa tha ashk.e Gam ka
Baat gaii unke daaman ...