Search found 11 matches

by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 10:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: MERI TAZA GHAZAL
Replies: 4
Views: 286

MERI TAZA GHAZAL

GHAZAL (1) Unki nazaroN meN andhera hi andhera hoga jisne sooraj ko bohat paas se dekha hoga Bhao Bazar Ke Girne ki Dua Mat Mango Bhao Girne Se Lahu Aur Bhi Sasta Hoga Usne Kal Raat Ujalon Ki Qasam Khayee Thi Aisa Lagta Hai Ke Sooraj Kahin Nikla Hoga DastakeN Di ThiN Yahi soch Ke DarwazoN Par Shahar ...
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:40 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 1358

mohatram yasir sha sb mulahezaat ke liye shukriya apne maosam aur baharon ke hawalen sa jo raye pesh ki hai mai samajhta hoon ke apne baharon ke liye moaanis lafz ka estemaal karne ki baat kahi hai jabke maosam bahareN leke aaya hai maosam mazakkar hai is liye mashware per nazre saani ker len matale ...
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:27 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 1358

Anmol Sahiba
Apki anmol daad ka bahot shukriya
Saba
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:23 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 1358

Janab Muzaffar sb
Gazal ke her sher per apne apni raye irsal ki aor ashaar bhi pasand farmaye nawazish
Razwan Saba
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:22 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 1358

Janab Muzaffar sb
Gazal ke her sher per apne apni raye irsal ki aor ashaar bhi pasand farmaye nawazish
Razwan Saba
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:14 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 1358

Mohtram
siddiqe bhai
aadab
Is adna si kawish per apki haosla afzai ke liye shukriya
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:09 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 1358

Mohtrama
aadab
Masha allah barhi pabandi se motaala karti hain ghazal ki pazirai ke liye behad shukria
Rizwan saba
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 9:03 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 1358

mohatram shukriya

janab apki khoobsoorat samaat ke liye behad mamnoon hoon.

Rizwan Saba
by Rizwan Saba
Thu Mar 01, 2007 8:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: KUCH MUTAFARRIQ ASHAAR
Replies: 2
Views: 165

Mohatram
taslimat
Ashaar ki pasandeedgi aor hausla afzai ke liye behad mashkoor hoon gahe gahe site per apse mulaqat hoti rahegi
Rizwan Saba
by Rizwan Saba
Sat Feb 24, 2007 10:34 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN
Replies: 14
Views: 1358

Meri ek taza ghazal aapki samaatoN meN

Jise toone hamesha barsare paikaar likkha hai use duniya -e- huq ne qafila salaar likkha hai wafaoN pe kabhi saoda gari hamne nahiN seekhee hamara naam kiyon toone sare bazar likkha hai wahan ab kaunsa mausam bahareN leke ayega jahan sookhe darakhton ko bhi saya daar likkha hai yeh mumkin hai ujale ...
by Rizwan Saba
Sat Feb 24, 2007 10:17 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: KUCH MUTAFARRIQ ASHAAR
Replies: 2
Views: 165

KUCH MUTAFARRIQ ASHAAR

Woh jiske haath meN kashkol aor jhola tha yeh shakhs woh tha jo kal had se barhke bola tha HawayeN aaj tak karhwahatenN na dho payeeN Na jane kisne fazaoN men zaher ghola tha tum aaj ghoomne nikle ho aasmanoN per yeh rast a bhi khalaoN ka humne khola tha Rizwan Saba Badauni