Search found 69 matches

by irfan barabankwi
Sun Aug 29, 2010 7:42 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Shartaun par kar raha hai woh sabkuch ata mujeh
Replies: 1
Views: 205

Shartaun par kar raha hai woh sabkuch ata mujeh

Shartaun par kar raha hai woh sabkuch ata mujeh
by irfan barabankwi
Mon May 03, 2010 1:38 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jab talak - Irfan Barabankwi
Replies: 1
Views: 242

Jab talak - Irfan Barabankwi

Yaran-e-Bazm
Tasleemat
by irfan barabankwi
Thu Oct 22, 2009 10:17 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: دار و رسن کے قصے کبھی مشہور نہ ہوتے
Replies: 1
Views: 155

دار و رسن کے قصے کبھی مشہور نہ ہوتے

دار و رسن کے قصے کبھی مشہور نہ ہوتے
by irfan barabankwi
Mon Sep 21, 2009 1:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Hamesha woh sham se sehar tak....
Replies: 1
Views: 128

Hamesha woh sham se sehar tak....

Hamesha woh sham se sehar tak woh laRai laRti hai teergi se:
by irfan barabankwi
Tue Jan 23, 2007 3:02 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 25 ke liYe meree adna see kaoshish!
Replies: 9
Views: 875

Bahut khoob

mophtaramee MUZAFFAR SAHEB salam-e-Ehtiram-o-aqeedat wah wah aaj pahlibar aapki khoobsurat Ghazal paRhi aur zaban se wah wah nikli. bahut hi achhi Ghazal aapney khai hai. taqreeban sabhi ashAar umdah aur qabil-e-taAreef haiN . meri janib se dili mubarakbad qubool kareiN. koshik karooNga ke ayendah b...
by irfan barabankwi
Tue Jan 23, 2007 2:48 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal # 25..........Sara Jabeen
Replies: 7
Views: 1781

Bahut khoob

mohtarmah

SARA SSAHIBA

aapki Ghazal khoobsurat Ghazal nazar nawaz huwi. wah wah kiya
khoob ghazal kahi hai. meri janib se dili mubarakbad qubool kareiN.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Tue Jan 23, 2007 2:42 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guz.25 per meri ghazal. Irfan barabankwi.
Replies: 6
Views: 728

Bahut bahut shukriyah

mohtaramee ustaz Nazir Saheb ehtiram-o-aqeedat aapka nawazish namah dekha. Ghazal ki hauslah afzai ka bahut bahut shukriyah. dar asl yeh sab aapki taAleem ka natija hai. mainay jo sikha hai wo sab aapse hi seekha hai. ummeed hai ayendah bhi hauslah afzai farmaey raheinge. talib-e-dua irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Tue Jan 23, 2007 2:37 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guz.25 per meri ghazal. Irfan barabankwi.
Replies: 6
Views: 728

Bahut bahut shukriyah

mohtaramah SARA SAHEBAH tasleemat mohtaram nazir saheb ke hukm per bahut dino ke baad aapki bazm meiN aaney ka mauqaA mila . aapka zikr nazir saheb barabar kartey rahte haiN. Ghazal ki pasandeedgi ka bahut bahut shukriyah. koshish karooNga ke ayendah bhi URDU BANDHAN meiN shirkat hoti rahey. shukriy...
by irfan barabankwi
Tue Jan 23, 2007 2:33 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guz.25 per meri ghazal. Irfan barabankwi.
Replies: 6
Views: 728

Bahut bahut shukriyah

mohtaramee muzaffar saheb salam-e-masnoon aapka nawazish namah aaj nazar nawaz huwa. aapki hauslah afzai ka bahu bahut shukriyah ke aapne apna qeemti waqt nikalker mujhko hauslah diya. koshish karoNga ke aayendah bhi aapki bazm aakar kuchh pesh karooN. shukriyah khair andaish irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Wed Jan 10, 2007 4:30 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guz.25 per meri ghazal. Irfan barabankwi.
Replies: 6
Views: 728

guz.25 per meri ghazal. Irfan barabankwi.

Urdubandhan ke saathiyo, Tasleemaat, Abdullah Nazir Sabib ke iSraar per aek ArSah baAd apni TaraHi ghazal lekar HaaZir houaa hooN jo unke hee computer se bhej rahaa hooN. Ummeed ke apni giraaNqadr aaraa se navaazkar mujhe shukriyah adaa karne kaa mauqaA denge. Roman meiN: Koii maatam, koii kartaa h...
by irfan barabankwi
Thu Dec 15, 2005 3:32 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz.12 ke TaraHi miSreA per ghazal: Irfan Barabankwi, Jeddah
Replies: 2
Views: 296

Guz.12 ke TaraHi miSreA per ghazal: Irfan Barabankwi, Jeddah

MuHtaramaat o muHtarameen aHbaab-e-meHfil, Tasleemaat, Guz. 12 ke miSreA per apni TaraHi ghazal pesh karrahaa hooN. Ummeed ke aap apni giraaNqadr aaraa se navaazkar mujhe shukriyah adaa karne kaa mauqaA denge. GHAZAL roman meiN: Rehte thay beqaraar bahut apne ghar meiN ham So ab bhaTak rahe heiN Az...
by irfan barabankwi
Mon Dec 05, 2005 3:39 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 11 per TaraHi ghazal: Irfan Barabankwi - Jeddah
Replies: 13
Views: 1597

Bahut achchi ghazal hei aapki

janab
FARHAN SAAHIB

salam pesh karta hoon

aapka maktoob nazar nawaz hu. ghazal ke psandeedgi ka bahut bahut shukriyah. ummed hai ke ayendah bhi apni mohabbatoN meiN yad rakheiNge.

khair andaish

irfan barbankwi
by irfan barabankwi
Mon Dec 05, 2005 3:36 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 11 per TaraHi ghazal: Irfan Barabankwi - Jeddah
Replies: 13
Views: 1597

Bahut bahut shukriyah

mohtaram

HAAMID BAQRI SAAHIB

salam-e-masnoon

aapka nawazish namah paRhkar bahut khushi hoi. aap jaise achhey
shOra ki dad mere lye sanad ka darja rakhti hai. ummeed hai ke ayendah bhi aap is nacheez ki hauslah afzayi farmate raheiNge.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Mon Dec 05, 2005 3:32 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 11 per TaraHi ghazal: Irfan Barabankwi - Jeddah
Replies: 13
Views: 1597

Bahut bahut shukriya

mohtaram
HASHMAT SAAHIB

salam-e-masnoon

aik muddat-e-madeed ke bad aapka nawazish namah nazar nawaz hua.

ghazal ki pazirai ka bahut bahut shukriyah. aap jaise ahl-e-ilm ki dad pakar meri ghazal moAtabar ho jati hai. himmat afzayi ka bahut bahut shukriyah.

khair andiash

irfan barbankwi
by irfan barabankwi
Mon Dec 05, 2005 3:20 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Tarahee Ghazal (Guz: 12)...............
Replies: 8
Views: 697

Bahu khoob

mohtaram

JAWID BADAUNI SAHIB

salam-e-masnoon

aaj bahut dino bad is taraf aana hua to aapki yeh khoobsurat ghazal dekhne ka ittefaq hua. wah bahut hi umdah ghazal hai. sabhi ashaar
khoob haiN. meri dili dad qubool kareiN.

khair andaish

irfan barabankwi