Search found 40 matches

by rukhsar
Mon Nov 03, 2008 11:01 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK GHAZAL
Replies: 4
Views: 507

EK GHAZAL

GHAZAL Mujh main jur,at hee nathee Inkaar ki karkhaanay main teray Begaar ki Eik to Emaan Dojay Zindigi Dhaar dekhee do rukhee talwaar ki baat muflis yaa ameeri ki nahi baat hoti hay faqat kirdaar ki kis nay rukh moRa balaa tofaan ka aur Kishti kis nay apni paar ki sach to yeh hay TOOR par Jalway ...
by rukhsar
Mon Nov 03, 2008 10:25 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#13--"TAMANNA / ARMAAN "
Replies: 44
Views: 12248

Re: Lafz par Ashaar#13--"TAMANNA / ARMAAN "

hay tamanna harf _ e gham lykar tamaam
ek ghazal main meer say bataiN karaiN

...............
by rukhsar
Wed May 14, 2008 12:32 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal _ khataoN ki baateN
Replies: 9
Views: 964

sohail malik sahib aadab mizaj-e giraami aapki ghazal ka muta,ala kia mashah allah achchi ghazal hay sab achchy ash,aar hain bhut khoob daad qubool kejey . wah wah waaaaaaaaaaaaaaaaaaaah ............................. is ghazal kay ek sher ka pahlaa misra kuch is tarah hay ............... bhut marz ...
by rukhsar
Wed May 14, 2008 12:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik aur tarhi ghazl hazir hai
Replies: 2
Views: 332

mujahid sahib
aadab
mizaj-e giraami
aapki ghazal ka muta,alaa kia achcha kalam hay daad qubool kejey
rukhsar
by rukhsar
Wed May 14, 2008 12:07 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: jo mushkil rastaa hay
Replies: 5
Views: 619

Khurshidul Hasan Naiyer
SAHIB aadab
mizaj-e giraami
aapki daad aur housla afzaai ka be had mamnoon hon bhut shukriyaa nawazish
rukhsar
by rukhsar
Wed May 14, 2008 12:02 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: jo mushkil rastaa hay
Replies: 5
Views: 619

mohtaram Muzaffar sahib
aadab
mizaj-e giraami
aapki houslaa afzaai ka bhut shukriyaa aap hazraat ki housla afzaai say mazeed himmat
aa jati hay bhut shukriyaa
rukhsar
by rukhsar
Fri May 09, 2008 11:06 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Tarahee Ghazal mushairah Urduduniya.com
Replies: 6
Views: 756

jawaid badauni sahib AADAB aapki ek aur mea,ari ghazal ka muta.alaa kia wah sahib waaaaaaaah bhut achchay ash,aar nikaalay hain * beTiyaN pehneNgee aglee nasl ki aisa libaas baap bechara bus un ko dekhta reh jayega bhut achcha sher hay waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah daad qubool farmaaey rukhsar
by rukhsar
Fri May 09, 2008 10:55 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: jo mushkil rastaa hay
Replies: 5
Views: 619

jo mushkil rastaa hay

Aadab ek ghazal hazir-e khidmat hay aapki aaraa ka intizaar rahayga GHAZAL jo mushkil raasta hay vohi hum nay chounaa hay kinaray par khRay ho vo koi doobtaa hay meray ander hi ander vo kitnaa boltaa hay faqat kirdaar hain hum yeh sub likhkha hoa hay koi manzil nahi to yeh par kiun toltaa hay har ek ...
by rukhsar
Mon Apr 14, 2008 11:27 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Nazm.......!!
Replies: 8
Views: 907

mohtarama sara sahiba aadab bhut achchi aur sachchi NAZM hay daad qubool kejey khaaskar aakhir kay 4 misray bhut pasand aay duniya meN har aulaad se mera hai yeh kahna maaN-baap ko peeri meN nah choRo kabhi tanha kya Khaliq.e Akbar ka hai farman nah bhoolo ik lamhe ko maan-baap ka eHsaan nah bhoolo ...
by rukhsar
Fri Apr 11, 2008 9:08 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: jab woh mer bayaaz khole hai
Replies: 2
Views: 182

Re: jab woh mer bayaaz khole hai

aadab achcha kalaam hay shaAree koyee sehal kaam nahiN dil dukhe to zabaaN bole hai .......................... is sher main type ki ghalti hay durust kar lejeyga rukhsar urdu bandhan ke sukhanwaraan or ahbaab kee nazar ek ghazal jab woh meree bayaaz khole hai apne zulm o sitam pa roele hai shaAree ...
by rukhsar
Fri Apr 04, 2008 12:41 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ~:: aik Ghazal URDUBANDHAN par pehlii baar ::~
Replies: 5
Views: 650

mohtaram Syed Anwar Jawaid sahib
aadab
sab say pahlay to is bazm main aapko khush aamdeed kahtaa hon
KHUSH AAMDEED
aaj aapki ghazal ka muta,ala kia mashah allah bhut khoob sher hain
wah wah waaaaaaaaah daad qubool kejey
..............................
Rukhsar
by rukhsar
Fri Apr 04, 2008 12:30 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ek ghazal ( bhool baiThy thay )
Replies: 6
Views: 691

mohtaram Jawaid Badauni Sahib
aadab
aapkay ta,awwun ka bhut bhut shukriyaa parwardigaar aapka
waqar aur buland karay
.......................
Rukhsar
by rukhsar
Thu Apr 03, 2008 12:15 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: andheri shab , diyaa , jugnu , qamar , naiN
Replies: 5
Views: 836

zia sahib
aadab
mijaz-e giraami
kaafi arsay baad bazm main haazri mumkin ho saki hay
aapki daad aur huoslaa ka bhut bhut shukriyaa bhut ziyaada takheer say shukriyaa adaa kar raha hon
moa,azrat chahta hon
..................
rukhsar
by rukhsar
Thu Apr 03, 2008 12:07 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: jis musawwir main khamoshi hogi
Replies: 3
Views: 485

mohtaram Jawaid Badauni sahib aadab jawed sahib aapnay sahi farmayaa is bazm maiN nayaa hon . aur pichlay 4/5 maah say bazm say ghair haazir raha jiska malaal hay.. aapsay ghaibaana ta,arruf to hay bazm main aapka kalaam paRhta thaa behrhaal ab bazm maiN haazir rahnay ki poori koshish rahaygi aapki ...
by rukhsar
Wed Apr 02, 2008 11:51 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ek ghazal ( bhool baiThy thay )
Replies: 6
Views: 691

janab sameer sahib
aadab
houslaa afzaai ka bhut bhut shukriyaa , nawazish

mohammad rukhsar nazimabadi