Search found 28 matches

by faypal
Wed Jan 28, 2009 2:42 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Us shakhsh ko ub jaan bachane ki pari hai
Replies: 2
Views: 105

Re: Us shakhsh ko ub jaan bachane ki pari hai

moHtaram faypal SaaHib tasleemaat! Ummeed hai baakheriyat hooN ge. meHfil meN tashreef aawaaree par aap kaa mamnoon hooN. kiya hee achcha ho keh aap yooN hee apnee takhleeqaat se nawaazte raheeN. Aap kee Ghazal khubSurat aor dilkash kheyaalaat se aaraastah Ghazal hai. jis meN deegar mua'aamlaat ke ...
by faypal
Sat Jan 24, 2009 4:20 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Bas wo qaul-o-qarar karta hai
Replies: 2
Views: 82

Re: Bas wo qaul-o-qarar karta hai

Mohtaram Afzal Saheb :salaam: Kaise hain aap? kaafi arse ke baad aapki bazm mein aamad par massarrat hui. sabhi phoolaun ki baat kartey hain kaun kaantaun se pyaar karta hai Aapki ghazal pasand aayi. Meri daad aur mubarakbaad qubool farmayen. Ummid hai ayenda bhi aap apne kalaam se hum sabko ...
by faypal
Tue Jan 20, 2009 4:14 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Bas wo qaul-o-qarar karta hai
Replies: 2
Views: 82

Bas wo qaul-o-qarar karta hai

Bas wo qaul-o-qarar karta hai.gif
Bas wo qaul-o-qarar karta hai.gif (24.32 KiB) Viewed 87 times
by faypal
Tue Sep 11, 2007 11:26 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Mujhe khali gharoun ki chabiyan achi nahin lagtin
Replies: 1
Views: 184

Wah! Afzal sahib aapki ye ghazal tou mujhe bohat ziyada pasand aayi sabhi ashaar khoob hi nahi bohat khoob hain!! meri janib se dhair saari daad qubool keejiye. aapko tarhee mushaire mein apna kalaam bhejne ki darkhwast ki thi, zaroor likh bhejiye. sara Thanks.........Allah pak aap ko khush rakhe.
by faypal
Fri Sep 07, 2007 1:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Phooloun bhari bahar koi aur le gaya
Replies: 3
Views: 292

wah! Afzal sahib aapki ye ghazal mujhe bohat pasand aayi sabhi ashaar bohat ache hain :aankhei.n jami rahei.n meri maujo.n ke raqs per dil ko nadi ke paar koii aur le gaya: bohat khoob!! dhair saari daad pesh hai qubool keejiye. sara Thanks for this relectable reinforcement...........God bless you.
by faypal
Fri Sep 07, 2007 1:29 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Phooloun bhari bahar koi aur le gaya
Replies: 3
Views: 292

ummassad wrote:bahout khoob.
Thanks for this encouragement..........God bless you.
by faypal
Thu Sep 06, 2007 12:37 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ye aankhain hum kissi ko kaya bataain aaj purnum hain
Replies: 4
Views: 266

Mohtram sadiqui sahib..........1 .aankain istrah purnum hain keh kissi ko batane ki zaroorut hi nahin hai aur jis ki wajah se ye aankhain yun purnum hain usse bhi batane ki zaroorut nahin hai balke dard ki ye halat wo aankhain daikh ker khud hi jaan jaay ga. 4.Mehboob ke aangun main jo rehmut ka ...
by faypal
Thu Sep 06, 2007 12:13 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Mana k main nishana-e-khauf-o-hirras houn
Replies: 3
Views: 244

mohtaram sadiqui sahib...thanks for your esteemed comments 2.Aandhiyun se muraad mushkil halaat hain aur wo kante jo kabhi mari rah main haael the ub wo hi mayre mohafiz hain goya mayri manzil khud mayri hafazat ker rahi hai 3.palkain eyelid per ooper aur neeche bhi hoti hain laihaza palkoun ki gohd ...
by faypal
Thu Sep 06, 2007 11:53 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Rukhta tha jin ke khauf se main khirkiyan bhi bund
Replies: 2
Views: 164

W/salam mohtaram sadiqui sahib.........tamaam ashaar main allusion ka istamaal howa hai ager lafaz ke secondary meanings leay jaain to mafhoom bilkul wazeh hai........maslan kache gharre main chanan ka bund hona uski talatum khaiz moujoun ko bilkul ehmiyut na dene ke mutraduf hai jo mohabbat main ...