Sunna hai raston ne ye kaha hai yaqzoban ho ker

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
faypal
-
-
Posts: 28
Joined: Thu Aug 23, 2007 12:35 pm
Location: Pakistan
Contact:

Sunna hai raston ne ye kaha hai yaqzoban ho ker

Post by faypal »

Image
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Re: Sunna hai raston ne ye kaha hai yaqzoban ho ker

Post by munir-armaan-nasimi »

Mohataram Janab Afzal Saaheb,

Masha'Allah aapki ghazal nehayat hi shaandaar aur laajawaab hai khaas kar mujhe ye ashaar behad pasand aaye:

Hawaadis zindagaani ke main aksar taal leta hoon
Kisi ki meherbaani se, kisi par meherbaan ho kar

Aur yeh sher (Maqta).... bohat bohat aur bohat hi khoob hai...

Usi Tootii hoyi kashtii ka 'Afzal' Naa-khuda hooN maiN
Dooboya jis ko Ik Qatre ne Bahr-e-BekaraaN ho kar


Taalib-e-dua,

Munir Armaan
Post Reply