Search found 22 matches

by waQaar
Mon Jan 24, 2011 9:07 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: nazar uThaa ke Zaraa soo'ey aasmaaN bhee dekh
Replies: 8
Views: 748

Re: nazar uThaa ke Zaraa soo'ey aasmaaN bhee dekh

Ismaa'il bh~aa,ii! Salaam 'arZ hay! bahut aCHh~ii ghazal kahi hay aapne. aapkay khaYaalaat mujh~ay bh~ii muta'cir kertay haiN. aise likh~tay rahYay aur hamaari daad wusool kertay rahYay. chand baateN kehta chaluNga, ap bh~ii kehtay hoNgay keh meN har baar kuchh~ khaami nikaalta huN. lekin yaqeen ...
by waQaar
Thu Jan 13, 2011 7:12 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aa'iye !!! kisee par uNglee uThaane se paihle
Replies: 4
Views: 233

Re: aa'iye !!! kisee par uNglee uThaane se paihle

Ismail Saahib! aadaab! aapki naZ^m bahut pasand aa,i aur aap jaise hi likh~nay waaloN ki ab ash-Had zarurat hay hameN. kuCHh~ kehna chaahuNga is umeed say keh aap is per meri rahnumaa,i fermaayeNgay. "yeh tarz e amal pooree hee awaam kaa hai humaaree shaKhSiyat tarbiyat yaa nizaam kaa hai sabhee ...
by waQaar
Thu Jan 13, 2011 4:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "woh maikaSh bh~ii tiraa saaqi,Yeh maikhaana tira saaqi"
Replies: 3
Views: 428

Re: "woh maikaSh bh~ii tiraa saaqi,Yeh maikhaana tira saaqi"

محترم وقار صاحب السلام علیکم ہے سوز و گرمیء ہستی سے میری زیست کی مستی مجھے منظور جل جانا، میں پروانہ ترا ساقی کافی عرصہ بعد آپ کو بزم میں دیکھ کر مسّرت ہوئی۔ غزل اچّھی لگی ۔میری داد اور مبارکباد قبول فرمائیں۔ آپ کے مزید کلام کا انتظار رہے گا۔ مخلص سالم باشوار Waa'ELakum Janaab Saalam Saahib, aadaab! ...
by waQaar
Thu Jan 13, 2011 3:52 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "woh maikaSh bh~ii tiraa saaqi,Yeh maikhaana tira saaqi"
Replies: 3
Views: 428

"woh maikaSh bh~ii tiraa saaqi,Yeh maikhaana tira saaqi"

ehl-e-bazm, Salaam aur aadaab! aik adna sii kaaviSh aapki nazr. aap sabki aara, ka mamnoon rahuuNgaa. Shukriah! waQaar :) --------------------------------------------------- woh maikaSh bh~ii tiraa saaqi,Yeh maikhaana tira saaqi lab-e-tiShnah magar rakh~ta hay deewaana tira saaqi hay soz-o-garmi-e ...
by waQaar
Tue Dec 11, 2007 7:46 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish # 35
Replies: 6
Views: 1111

Haamid Bh~aa,ii!

ASsalaam, aadaab!

kaisay haiN aap?

aapki ghazlaiN aapki saadagi aur saChChaa,i ki 'akkaasi kerti haiN. merii daad qubool kee jiYay is kalaam per.

waQaar :)
by waQaar
Tue Dec 11, 2007 7:43 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Nazar yeh kis ki lagii, mayray aaSHiyaanay ko........farhan
Replies: 5
Views: 665

aadaab farHaan SaaHeb,

aapki ghazal aCHh~ii hay aur bahut munfarid andaaz maiN hay. daad haaZir hay,qubool kee jiYya!

waQaar :)
by waQaar
Sun Dec 09, 2007 9:05 pm
Forum: Moshaairah
Topic: GuZarish#35 ke liye Ghazal pesh-e-khidmat hai.
Replies: 7
Views: 1200

Muzaffar SaaHeb,

aadaab,

huZoor kYa hii khoobSoorat ghazal nikaali hay aapnay. mujh~ay miSra'h pasand aaYa hay, soChta hooN kuCHh~ keH dooN.

aapki ghazal Yaqeeni t^or per mukhtalif aur uMdah hay. merii dilii daad qubool kee jiYay!

waQaar :)
by waQaar
Sun Dec 09, 2007 9:03 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Na jaane kaise khabar hougayii zamaane ko...Afzaal Naveed
Replies: 2
Views: 544

Afzaal SaaHeb,

aapnay girah bh~ii khoob lagaa,ii aur She'r bh~ii aCHh~aa nikaalay. daad qubool kee jiYay!

waQaar :)
by waQaar
Sun Dec 09, 2007 9:02 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish #35
Replies: 4
Views: 699

mujaahid SaaHeb,

saadah aur khoobSoorat kalaam per daad qubool kee jiYay!

waQaar :)
by waQaar
Sun Dec 09, 2007 12:00 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik qit'a..............
Replies: 4
Views: 444

janaab Yaasir Shah SaaHeb,

aadaab!

huZoor kaisay haiN aap. aap to 'eed ka chaaNd hi ho gaye , patah nahiiN mujh~ay jaanaiNgay bh~ii Ya nahiiN.


aapka qit^'ah bahut pasand aaYa, aik uMdah soCh ko lafZ^oN maiN utaara hay aapnay. daad qubool kee jiYay!

waQaar :)
by waQaar
Thu Sep 13, 2007 9:57 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: : ehl-e-khirad kii khud say Shanaasaa,i kYuuN nahiiN? :
Replies: 6
Views: 711

Re: : ehl-e-khirad kii khud say Shanaasaa,i kYuuN nahiiN? :

ehl-e-sukhan! aadaab! aik kaaviSh paiSh-e-khidmat hay. koii 2 maah qabl mat^la' huaa th~aa tabsay khatm kernay kii koShiSh maiN th~aa. ab jaisii bh~ii huii haaZir hay. apni aara, say nawaaziYay gaa. Shukriah! waQaar ======== 1. ehl-e-khirad kii khud say Shanaasaa,i kYuuN nahiiN? aql-o-Sh'aoor maiN ...
by waQaar
Thu Sep 13, 2007 9:36 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "hum zamaanay meiN kaamraaN honge"tarhi ghazal aap
Replies: 3
Views: 375

Haamid bh~aaii,

Salaam!

aapki ghazal pasand aa,ii. merii dilii daad qubool kee jiYay!

waQaar :)
by waQaar
Wed Sep 12, 2007 9:20 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Nazm --- Juda deeN hay juda duniya
Replies: 4
Views: 387

moHtaram Sohail Saaheb, aadaab, vaah Saaheb! aap barmalaa kehtay gaye aur kamaal ker gaye. "salaam-e-shoq ko soCha hay ab haaye say badlaiNgay khuda haafiZ^ puraana ho gaYa Baaye say badlaiNgay" vaah! bahut khoob! "adab ka kaam jinsi wehShatoN kii naghmah saazi hay tawajjuh ka YahaaN markaz faqat ...
by waQaar
Wed Sep 12, 2007 9:05 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: raja mahdi ali khan ki aik gazal
Replies: 2
Views: 587

aadaab!

aapkay naam say waaqif nahiiN is liYay ma'zirat. aap ka pasand kardah kalaam bahut pasand aaYa. bahut Shukriah!

waQaar :)
by waQaar
Tue Sep 11, 2007 12:44 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: : ehl-e-khirad kii khud say Shanaasaa,i kYuuN nahiiN? :
Replies: 6
Views: 711

moHtaram Waqar SaHeb m'aaziart chaahtaa hooN ke aap ki ghaza kuch dair se nazar aa-ii. majmoo Tor par ye aik boha achhhii ghazal hai. laikin mujh jaise Taalib e ilm k leeaye bohat mushkil :). aor aap ke andaz se lagta hai ke kaafi mashq hai aap ki. kyaa aap ijaazat deN ge ke aik aik sher par baat ...