Sara Ji,
Aap ki adabi wabastagi aur mehnat ka qaail ho gaya hoon. Bohot shukriya.
Dosto,
Lafz Muashqi nahin he balke "Muashqae" (Bohot sare ishq) he. My mistake. aur lafz "soojhta" hae. Yeh zara si wazahat karni thi.
Salaa-e-aam he yaran-e-nukta daan ke liye.
Regards
Afzaal
http://www.afzaalnaveed.com
Na jaane kaise khabar hougayii zamaane ko...Afzaal Naveed
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- haamidbaaqri
- -
- Posts: 567
- Joined: Tue Oct 11, 2005 10:50 am
- Location: bangalore, india 00-91-9341253797
- Contact:
Re: Na jaane kaise khabar hougayii zamaane ko...Afzaal Navee
mash allah bahut khoob afzaal naveed saahib..........sara_j wrote:ahl-e-mehfil ki khidmet men tasliimaat!
Assalaam o alaikum
azeezah sara saahbah
Moshaire ke mehmaan-e-khushoosi Mohtaram Afzaal Naveed sahib
ki ghazal pesh e khidmet hai.
'ata keejiye
[align=center][/align]
aapki is kaavish per hamaari daad qubool farmaayeN :rose
allah(sbhnwt)karay zoray qalam aur ziyaadah
khoobsoorat image meiN mohtaram afzaal saahib ka kalaam hum tak pahunchaanaay ka bahut bbahut shukriya sara saahebah
jazakallah
haamid
mai.n to karta nahi.n kuch aur ebaadat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa